Zamane Mein Hamara Naam Lyrics, Singer & Song Details

Khara Khota 1981 album cover

Khara Khota 1981 Album Details

B.R. Ishara
Babla Mehta
None
Raj Kiran, Sarika, Purnima Razi, Bharat Bhushan

album songs
Zamane Mein Hamara Naam
Singer : Asha Bhosle

Zamane Mein Hamara Naam Lyrics

Song Title = Zamane Me Hamara Naam Jo
Movie/Album = Khara Khota (1981)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = N/A
Music Composer = Babla Mehta
Director = B.R. Ishara
Music Label = Music India Limited

Mp3 Song Lyrics

((Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai
Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai
Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai
Wo aakhir kyu chale aate
Wo aakhir kyu chale aate hai
Yahi in badnam galiyo me
Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai

Husn ka bazar inko
Kyu samjhta hai jaha
Husn ka bazar inko
Kyu samjhta hai jaha
Hum mohabbat se dilo ke
Jakhm bharte hai yaha
Sahar ki har gali mein
Rang bikhre bewafai ke
Sahar ki har gali mein
Rang bikhre bewafai ke
Wafa to jhuk ke jeeti hai
Inhi benam galiyo mein
Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai

Ye jo mahfil hai jaha koi
Kisi se kam nahi
Ye jo mahfil hai jaha koi
Kisi se kam nahi
Ye wo galiya hai jaha
Duniya ka koi gum nahi
Kabhi dil tut jate hai
Jo unse shish mehlo mein
Kabhi dil tut jate hai
Jo unse shish mehlo mein
Wahi dil jod jate hai
Yaha gumnam galiyo mein
Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai
Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zamane Mein Hamara Naam

Zamane Mein Hamara Naam is a song from Khara Khota 1981. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to None. Music information: Babla Mehta. Read the lyrics above and view the Khara Khota 1981 album song list for more songs and album details.