Zamane Ko Ab Tak Lyrics, Singer & Song Details

Zamaana Deewana 1995 album cover

Zamaana Deewana 1995 Album Details

Ramesh Sippy
None
None
Shahrukh Khan, Raveena Tandon, Jeetendra, Shatrughan Sinha, Anupam Kher, Prem Ch

album songs
Zamane Ko Ab Tak
Singer : Alka Yagnik, Abhijeet

Zamane Ko Ab Tak Lyrics

Song Title = Zamaane Ko Ab Tak Nahi
Movie/album = Zamana Deewana
Singer Names = Alka Yagnik, Abhijeet

Mp3 Song Lyrics

((zamaane ko ab tak nahi hai pataa
agar ho gayi hamse koi khataa
kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga
zamaane ko ab tak nahi hai pataa...

dekh na aaisi nazaro se bechain dil ghabraataa hai
bin tujhe dekhe dil par ab chain kahi na aataa hai
chhodo sharaarat karnaa aise mohabbat kar naa
thodaa behak jaane do nazadeek to aane do
deewaane zaraa mujhko itnaa bataa
agar ho gayi hamse koi khataa ...

kyun karen na pyaar hum mauqaa bhi hai tanhaai bhi
dhadkane betaab hain mausam bhi hai angadaai bhi
gori mera dil kab se moti chura lu lab se
baahon mein baahein daalo mujhko gale se lagaa lo
tumhein dekh kar ho rahaa hai nashaa
agar ho gayi hamse koi khataa ...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Zamane Ko Ab Tak

Zamane Ko Ab Tak is a song from Zamaana Deewana 1995. It is sung by Alka Yagnik, Abhijeet. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Zamaana Deewana 1995 album song list for more songs and album details.