Zamaane Se Niraala Hai Lyrics, Singer & Song Details

Pehli Jhalak 1955 album cover

Pehli Jhalak 1955 Album Details

M V Raman
Ramchandra Narhar Chitalkar
Rajendra Krishan
Kishore Kumar, Pran, Vyjayanthimala

album songs
Zamaane Se Niraala Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Zamaane Se Niraala Hai Lyrics

Song Title = Zamane Se Nirala Hai
Movie/Album = Pehli Jhalak (1955)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Ramchandra Narhar Chitalkar
Director = M.V. Raman

Mp3 Song Lyrics

((Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana
Bulati hai shama ye kyu
Nahi aata hai parwana
Nahi aata hai parwana

Ye kaisa pyar hai kaisi
Mohabbat kaisi chahat hai
Ye kaisa pyar hai kaisi
Mohabbat kaisi chahat hai
Suraahein kaisi aati hai
Suraahein kaisi aati hai
Ke cha jata hai paymana
Ke cha jata hai paymana
Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana

Kisi din wo bhi dekhenge
Asar darde mohabbat ka
Kisi din wo bhi dekhenge
Asar darde mohabbat ka
Rahenge kab talak wo
Apne deewane se begana
Rahenge kab talak wo
Apne deewane se begana
Apne deewane se begana
Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana

Zara dekho zara samjho
Ishare dil ki dhadkan ke
Zara dekho zara samjho
Ishare dil ki dhadkan ke
Ye armano bhar dil hai
Ye armano bhar dil hai
Suhana hai ke deewana
Suhana hai ke deewana
Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zamaane Se Niraala Hai

Zamaane Se Niraala Hai is a song from Pehli Jhalak 1955. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ramchandra Narhar Chitalkar. Read the lyrics above and view the Pehli Jhalak 1955 album song list for more songs and album details.