Zalim Teri Taqat Ka Nasha Lyrics, Singer & Song Details

Niaz Aur Namaz 1977 album cover

Niaz Aur Namaz 1977 Album Details

A Shamsheer
Shyamji Ghanshyamji
None
Keshto Mukherjee, Lalita Pawar

album songs
Zalim Teri Taqat Ka Nasha
Singer : Lata Mangeshkar

Zalim Teri Taqat Ka Nasha Lyrics

Song Title = Zalim Teri Taqat Ka Nasha
Movie/album = Niaz Aur Namaz (1977)
Singers = Lata Mangeshkar
Music By = Shamji Ghanshyamji

Mp3 Song Lyrics

((zalim teri takat ka nasha jhutha nasha hai
zalim teri takat ka nasha jhutha nasha hai
hai jurm tere sath hai jurm tere sath mere sath khuda hai
zalim teri takat ka nasha jhutha nasha hai

allah jiska wali ho wo marne se kyu ghabraye
allah jiska wali ho wo marne se kyu ghabraye
sar kat jaye lekin sar jhukne na paye
sar kat jaye lekin sar jhukne na paye
hai mera ye iman hai mera ye iman tune dekh liya hai
jalim teri takat ka nasha jhutha nasha hai

tum par najre hai aaka hai waqt madad ka aa jao
tum par najre hai aaka hai waqt madad ka aa jao
mushkil hai mera jina meri bigdi banao
mushkil hai mera jina meri bigdi banao
aye sahibe kuran aye sahibe kuran yahi tumse dua hai
jalim teri takat ka nasha jhutha nasha hai

nafrat ki diwaro me hai do jakh ka ye najara
nafrat ki diwaro me hai do jakh ka ye najara
dil ke malik aayenge mere dil ne pukara
dil ke malik aayenge mere dil ne pukara
niaz or namaz ye niaz or namaz mere gam ki dawa hai
jalim teri takat ka nasha jhutha nasha hai
hai jurm tere sath hai jurm tere sath mere sath khuda hai
zalim teri takat ka nasha jhutha nasha hai))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zalim Teri Taqat Ka Nasha

Zalim Teri Taqat Ka Nasha is a song from Niaz Aur Namaz 1977. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: Shyamji Ghanshyamji. Read the lyrics above and view the Niaz Aur Namaz 1977 album song list for more songs and album details.