Zahar Deta Hai Mujhe Lyrics, Singer & Song Details

Wohi Baat 1977 album cover

Wohi Baat 1977 Album Details

None
Jaidev Kumar
Naqsh Lyallpuri
None

album songs
Zahar Deta Hai Mujhe
Singer : Asha Bhosle

Zahar Deta Hai Mujhe Lyrics

Song Title = Zeher Deta Hai Mujhe
Movie/album = Wohi Baat (1977)
Singers = Asha Bhosle
Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Composer = Jaidev Kumar

Mp3 Song Lyrics

((zahar deta hai mujhe koi dava deta hai
zahar deta hai mujhe koi dava deta hai
jo bhi milta hai, milta hai
jo bhi milta hai mere gam ko badha deta hai
zahar deta hai mujhe koi

kyo sulagti hai mere dil me purani yade
kyo sulagti hai mere dil me purani yade
kaun bujhte hue sholo ko hawa deta hai
zahar deta hai mujhe koi

hal has haske bulata hai kabhi baaho me
hal has haske bulata hai kabhi baaho me
kabhi mazi mujhe ro roke sada deta hai
zahar deta hai mujhe koi dava deta hai
jo bhi milta hai mere gam ko badha deta hai
zahar deta hai mujhe koi.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Zahar Deta Hai Mujhe

Zahar Deta Hai Mujhe is a song from Wohi Baat 1977. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: Jaidev Kumar. Read the lyrics above and view the Wohi Baat 1977 album song list for more songs and album details.