Youn To Mohabbat Ka Lyrics, Singer & Song Details

Woh Tera Naam Tha 2003 album cover

Woh Tera Naam Tha 2003 Album Details

None
Roop Kumar Rathod
None
None

album songs
Youn To Mohabbat Ka
Singer : Udit Narayan, Alka Yagnik

Youn To Mohabbat Ka Lyrics

Song Title = Youn To Mohabbat Ka
Movie/album = Woh Tera Naam Tha (2003)
Singers = Udit Narayan, Alka Yagnik
Song Lyricists = N/A
Music Composer = Roop Kumar Rathod
Director = Kuku Kohli

Mp3 Song Lyrics

Youn to mohabbat ka
Dusman zamana hai
Phir bhi jawani mein
Dil to lagana hai haan
Youn to mohabbat ka
Dusman zamana hai
Phir bhi jawani mein
Dil to lagana hai haan

Haan dil hai to dhadkega
Shola to bhadkega
Sama jalegi to parwana aayega
Ho aanchal to lehkega
Tan mann to behkega
Masti mein mausam to
Nachega gayega
Tanhaiyon mein sapne sajana
Dastur hai yeh sadiyon purana
Chun kar kisi ko apna banana

Youn to mohabbat ka
Dusman zamana hai
Phir bhi jawani mein
Dil to lagana hai haan
Youn to mohabbat ka
Dusman zamana hai
Phir bhi jawani mein
Dil to lagana hai haan

Tere liye hu main
Mere liye hai tu
Tujhse mujhi tak
Yeh duniya suhani hai
Dharti se ambar tak
Phulo se taaro tak
Tera fasana hai
Meri kahani hai
Badli hui hai sari fizaye
Baaho mein jabse
Aayi hai baahe
Sajne lagi hai jeevan ki raahe

Youn to mohabbat ka
Dusman zamana hai
Phir bhi jawani mein
Dil to lagana hai haan
Youn to mohabbat ka
Dusman zamana hai
Phir bhi jawani mein
Dil to lagana hai haan.

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Youn To Mohabbat Ka

Youn To Mohabbat Ka is a song from Woh Tera Naam Tha 2003. It is sung by Udit Narayan, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: Roop Kumar Rathod. Read the lyrics above and view the Woh Tera Naam Tha 2003 album song list for more songs and album details.