Yeh Zulfon Ki Bikhri Ghata Lyrics, Singer & Song Details

Do Aur Do Paanch 1980 album cover

Do Aur Do Paanch 1980 Album Details

Rakesh Kumar
Rajesh Roshan
Anjaan
Shashi Kapoor, Amitabh Bachchan, Hema Malini

album songs
Yeh Zulfon Ki Bikhri Ghata
Singer : Asha Bhosle

Yeh Zulfon Ki Bikhri Ghata Lyrics

Song Lyrics Title = Yeh Zulfon Ki Bikhri Ghata
Song Lyrics Movie = Do Aur Do Paanch 1980
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Rakesh Kumar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Yeh zulfon ki bikhri ghata kya kehti hai
Zara sun mera dil deewana kya bole re
Yeh aanchal ki mehki hawa kya kehti hai
Nigaahon ka yoon muskurana kya bole re

Aate jaate, mujhko dekhe, na kare pyar ki

baat koi
Aate jaate, mujhko dekhe, na kare pyar ki

baat koi
Tera dil bhi, kehta hoga, ho dilruba saath

koi
Yeh hothon pe rukti sadaa kya kehti hai
Yeh saanson ka gumsum tarana kya bole re

Aise tanha, tujhko paake, dil mein koi pyaas

jaage
Aise tanha, tujhko paake, dil mein koi pyaas

jaage
Dil pe qaabu, na reh jaaye, pal bhar tere

paas aake
Yeh lehraati balkhaati baahen kya kehti hain
Yeh kadmon ka yoon dagmagana kya bole re

Yeh zulfon ki bikhri ghata kya kehti hai
Zara sun mera dil deewana kya bole re
Yeh aanchal ki mehki hawa kya kehti hai
Nigaahon ka yoon muskurana kya bole re.))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Yeh Zulfon Ki Bikhri Ghata

Yeh Zulfon Ki Bikhri Ghata is a song from Do Aur Do Paanch 1980. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Do Aur Do Paanch 1980 album song list for more songs and album details.