Yeh Zindagi Kya Hai Lyrics, Singer & Song Details

Faraar 1975 album cover

Faraar 1975 Album Details

Shankar Mukherjee
Anandji Virji Shah, Kalyanji
Rajendra Krishan
Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore, Amitabh Bachchan

album songs
Yeh Zindagi Kya Hai
Singer : Mukesh

Yeh Zindagi Kya Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Yeh Zindagi Kya Hai
Song Lyrics Movie = Faraar (1975)
Singers = Mukesh
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Shankar Mukherjee

Mp3 Song Lyrics

((Zindagi kya hai
Zindagi kya hai yado ki
Barat jakhmo ki barat
Zindagi kya hai yado ki
Barat jakhmo ki barat
Kuch dehke or kuch
Andekhe sapno ki barat
Zindagi kya hai yado ki
Barat jakhmo ki barat

Kon kaha par mil jaye
Or kon kaha kho jaye
Kon kaha kho jaye
Karwat badle waqt ye
Aise kya se kya ho jaye
Kya se kya ho jaye
Gum ke mod
Pe aakar thahre
Khushiyo ki barat
Zindagi kya hai yado ki
Barat jakhmo ki barat

Aisi bhi hoti hai dil me
Dard bhari kuch yade
Dard bhari kuch yade
Dil machale to ban jati
Hai hotho par fariyade
Hotho par fariyade
Or dunia ye samjhe
Ye hai sapno ki barat
Zindagi kya hai yado ki
Barat jakhmo ki barat
Jakhmo ki barat
Jakhmo ki barat....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Yeh Zindagi Kya Hai

Yeh Zindagi Kya Hai is a song from Faraar 1975. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Anandji Virji Shah, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Faraar 1975 album song list for more songs and album details.