Yeh Zindagi Hai Ek Jua Lyrics, Singer & Song Details

Zindagi Ek Juaa 1992 album cover

Zindagi Ek Juaa 1992 Album Details

Prakash Mehra
Bappi Lahiri
Prakash Mehra
Anil Kapoor, Madhuri Dixit, Anupam Kher, Shakti Kapoor

album songs
Yeh Zindagi Hai Ek Jua
Singer : Kumar Sanu

Yeh Zindagi Hai Ek Jua Lyrics

Song Title = Yeh Zindagi Hai Ek Juaa
Movie/Album = Zindagi Ek Juaa (1992)
Singer = Kumar Sanu
Music By = Bappi Lahiri
Lyricist = Prakash Mehra

Mp3 Song Lyrics

((ikke ko badsah ne mara badsah jo begam se hara
aur gulam qismat ka mara bechara

ye zindagi hai ek jua kabhi jit bhi kabhi har bhi
yahan dushmano ki bhid me jaa mil jayenge tujhe yar bhi
tu khelta ja khelta ja baziyo pe baaziya
tu khelta ja khelta ja baziyo pe baaziya, baaziya
ye zindagi hai ek jua kabhi jit bhi kabhi har bhi
yahan dushmano ki bhid me jaa mil jayenge tujhe yar bhi

ek bazi tune jiti ek bazi maine hari
ek bazi maine jiti ek bazi tune hari
kon jita kon hara ye hai kissa bad ka
ye zindagi hai ek jua jit bhi kabhi har bhi
yahan dushmano ki bhid me jaa mil jayenge tujhe yar bhi

jab talak hai band muthi hai vo hai pyare lakh ki
aur jaise hi khuli ho jayegi vo khaq ki
lakh kya aur khaq kya ye hai kissa bad ka
ye zindagi hai ek jua kabhi jit bhi kabhi har bhi
yahan dushmano ki bhid me jaa mil jayenge tujhe yar bhi

ye zamana mujhse hai mai zamane se nahi
har fasana mujhse hai mai fasane se nahi
ek din zalim jaha meri dosti dohrayega
ye zindagi hai ek jua jit bhi kabhi har bhi
yahan dushmano ki bhid me jaa mil jayenge tujhe yar bhi))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Zindagi Hai Ek Jua

Yeh Zindagi Hai Ek Jua is a song from Zindagi Ek Juaa 1992. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Prakash Mehra. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Zindagi Ek Juaa 1992 album song list for more songs and album details.