Yeh Zameen Yeh Aasmaan Lyrics, Singer & Song Details

18 - 11 A Code Of Secrecy 2014 album cover

18 - 11 A Code Of Secrecy 2014 Album Details

Md. Mohibul Haque
Jaan Nissar Lone
Sahil Fatehpuri, Tanveer Ghazi
Rehal Khan, Md. Mehatabul Haque, Bridgette Irani, Gulshan Grover, Prem Chopra, M

album songs
Yeh Zameen Yeh Aasmaan
Singer : Kunal Ganjawala, Suzanne

Yeh Zameen Yeh Aasmaan Lyrics

Song Title = Yeh Zameen Yeh Aasmaan
Movie/album = 18 - 11 A Code Of Secrecy 2014
Singers = Kunal Ganjawala, Suzanne D'Mello
Song Lyricists = Sahil Fatehpuri, Tanveer Ghazi
Music Director = Jaan Nissar Lone
Director = Md.Mohibul Haque
Music Label = Worldwide Records

Mp3 Song Lyrics

((Yeh zameen
Yeh aasmaan
Roshani se nahane lage
Tum saath mein kya aa gaye
Raaste jagmagne lage
Ae humnasheen, itna bataa
Kaisi jaadugari hai teri
Jab bhi karu baatein teri
Kyu mehakti hai saase meri

Yeh zameen
Yeh aasmaan
Roshani se nahane lage
Tum saath mein kya aa gaye
Raaste jagmagne lage

Haa..
Ye..
Na na na.

Dekha tujhe toh, aankhon mein jaise
Koi bijli chamakne lagi hai
Teri wafa ki khusboo se yaara
Meri duniya mehakne lagi

Tere liye aankhon mein meri
Aise sapne sajaye piya
Aise sapne sajaye piya

Yeh zameen
Yeh aasmaan
Roshani se nahane lage
Tum saath mein kya aa gaye
Raaste jagmagne lage

Hey..

Woho..
Woho..
Woho..

Paani tu mera, chehra badal de
Meri takdeer ban jaayegi
Kuch rang leke, yunhi uda de
Meri tasveer ban jaayegi

Aawaare se hai, jhoke hawa ke
Inhe khusboo bana de piya
Inhe khusboo bana de piya

Yeh zameen
Yeh aasmaan
Na na na..
Roshani se nahane lage
Tum saath mein kya aa gaye
Raaste jagmagne lage

Na na na
Your my girl
Your my world
Your my baby.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Zameen Yeh Aasmaan

Yeh Zameen Yeh Aasmaan is a song from 18 - 11 A Code Of Secrecy 2014. It is sung by Kunal Ganjawala, Suzanne. Lyrics are credited to Sahil Fatehpuri, Tanveer Ghazi. Music information: Jaan Nissar Lone. Read the lyrics above and view the 18 - 11 A Code Of Secrecy 2014 album song list for more songs and album details.