Yeh Yeh Hai Husn Bhi Lyrics, Singer & Song Details

Sazaa 1972 album cover

Sazaa 1972 Album Details

Chand
Master Sonik, Om Prakash Sonik
Varma Malik
Kabir Bedi, Yogeeta Bali, Jeetendra, Rekha

album songs
Yeh Yeh Hai Husn Bhi
Singer : Asha Bhosle

Yeh Yeh Hai Husn Bhi Lyrics

Song Title = Yeh Yeh Hai Husn Bhi
Movie/Album = Sazaa (1972)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Verma Malik
Music Director = Master Sonik, Om Prakash Sonik
Director = Chand

Mp3 Songs Lyrics

((O i am sorry
Asli nasha hai koi to vo hai sabab ka
Badnam hua naam bechari sharab ka

Ye ye ye hai husan bhi ek maikhana
Ye ye ye hai husan bhi ek maikhana
Ye ye ye hai husan bhi ek maikhana
Ye hai, gardan meri ek surahi
Aankh meri hai paimana
Ye ye ye hai husan bhi ek maikhana
Ye ye ye hai husan bhi ek maikhana

Nasha julafo mein hotho pe rangat
Masti hai palko me ya ya ya, aa aa
Nasha julafo mein hotho pe rangat
Masti hai palko mein
Is sarur ki mehfil hu
Jannat meri jawalo mein

Angdai mein sath chhupa hai
Tum bhi ghume nahi jana, parp pa
Ye ye ye hai husan bhi ek maikhana
Ye ye ye hai husan bhi ek maikhana

Aanchal apana lahera dun to
Ho jaye sham gulabi, gul gul gulabi
Aanchal apana lahera dun to
Ho jaye sham gulabi
Jis bhi se nigahein mila dun
Ho jaye wo bhi sharabi

Chalata phir ta main bana hun
Har koi mera deewana
Ye ye ye hai husan bhi ek maikhana
Ye ye ye hai husan bhi ek maikhana
Gardan meri ek surahi
Aankh meri hai paimana
Ye ye ye hai husan bhi ek maikhana
Ye ye ye hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Yeh Yeh Hai Husn Bhi

Yeh Yeh Hai Husn Bhi is a song from Sazaa 1972. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Varma Malik. Music information: Master Sonik, Om Prakash Sonik. Read the lyrics above and view the Sazaa 1972 album song list for more songs and album details.