Yeh Umad Ghumad Barsaatein Lyrics, Singer & Song Details

Miss India 1957 album cover

Miss India 1957 Album Details

I. S. Johar
Sachin Dev Burman
Rajendra Krishan
Nargis, Pradip Kumar

album songs
Yeh Umad Ghumad Barsaatein
Singer : Lata Mangeshkar, Manna Dey

Yeh Umad Ghumad Barsaatein Lyrics

Song Title = Ye Umad Ghumad Barsatein
Movie/Album = Miss India (1957)
Singers = Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey
(Manna Dey)
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = I.S. Johar

Mp3 Song Lyrics

((Yeh bhigi bhigi raate
Yeh umad ghumad barsaatein
Aise mein dil pe kar le
Do char nazar ki bate
Baaho mein aake kho ja
Kho ja kho ja
Jau main kaha
Nind mein ye jaha chhod ke
Rah mein mujhe chal diya
Karwa chhod ke
Jau main kaha

raat gujarti jaye
Aash nazar na aaye
Ro na saku ab rote rote
Aankh bhi sharmaye
Jau main kaha
Nind mein ye jaha chhod ke
Rah mein mujhe chal diya
Karwa chhod ke
Jau main kaha

Ye bhigi bhigi raate
Yeh umad ghumad barsaatein
Aise me dil pe kar le
Do char nazar ki bate
Baaho mein aake kho ja
Kho ja kho ja
Jau main kaha
Nind mein ye jaha chhod ke
Rah mein mujhe chal diya
Karwa chhod ke
Jau main kaha

Dard bhari tanhai
Yaad teri phir layi
Chhed rahi hai khud afsane
Dur kahi shahnai
Jau main kaha
Nind mein ye jaha chhod ke
Rah mein mujhe chal diya
Karwa chhod ke
Jau main kaha
Haye jau main kaha...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Yeh Umad Ghumad Barsaatein

Yeh Umad Ghumad Barsaatein is a song from Miss India 1957. It is sung by Lata Mangeshkar, Manna Dey. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Miss India 1957 album song list for more songs and album details.