Yeh Ujhli Chandni Jab Lyrics, Singer & Song Details

Sir 1993 album cover

Sir 1993 Album Details

Mahesh Bhatt
None
None
Naseeruddin Shah, Pooja Bhatt, Atul Agnihotri, Paresh Rawal, Avtar Gill, Soni Ra

album songs
Yeh Ujhli Chandni Jab
Singer : Kumar Sanu, Alka Yagnik

Yeh Ujhli Chandni Jab Lyrics

Song Title = Yeh Ujhli Chandni Jab
Movie/album = Sir (1993)
Singer = Kumar Sanu, Alka Yagnik

Mp3 Song Lyrics

((Ye ujali.. chandani jab..
hasraton ko gudgudayegi....
Ye ujali chandani jab hasraton ko gudgudayegi
Na tumko neend aayegi na humko neend aayegi

Ye ujali chandani jab hasraton ko gudgudayegi
Na tumko neend aayegi na humko neend aayegi

Ye ujali chandani jab hasraton ko gudgudayegi

Izaazat ho to apne jazba-e-dil ko parakh lun main
Tumhare dilrooba hoton par apne honth rakh dun main
Tum apne, garm hothon ko, banaao yoon na awaara
Dil itni zor se dhadkega, sun lega yeh jahaan saara
Agar aisa, hua to, raat humpar, muskuraayegi

Na humko neend aayegi, na tumko neend aayegi
Yeh ujli, chandni jab, hasraton ko, gudgudaayegi

Kareeb aao meri jaan = e-jahaan kuch aur khul jaao
Meri aagosh mein simto meri saanson mein ghul jaao
Badan hai, mom sa mera, lagana haath narmi se
Pighal jaaoon na main jaanam, tere haathon ki garmi se
Yeh garmi, donon ko, deewana, banaayegi

Na tumko neend aayegi na humko neend aayegi
Ye ujali chandani jab hasraton ko gudgudayegi
Na tumko neend aayegi na humko neend aayegi.....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Ujhli Chandni Jab

Yeh Ujhli Chandni Jab is a song from Sir 1993. It is sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Sir 1993 album song list for more songs and album details.