Yeh Tujhe Kya Hua Lyrics, Singer & Song Details

Ilzaam 1986 album cover

Ilzaam 1986 Album Details

Shibu Mitra
Bappi Lahiri
Anjaan
Shashi Kapoor, Shatrughan Sinha, Raj Kiran

album songs
Yeh Tujhe Kya Hua
Singer : Amit Kumar, Asha Bhosle

Yeh Tujhe Kya Hua Lyrics

Song Lyrics Title = Yeh Tujhe Kya Hua
Song Lyrics Movie = Ilzaam (1986)
Singers = Amit Kumar, Asha Bhosle
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Shibu Mitra

Mp3 Song Lyrics

((Ye tujhe kya huya, ye tujhe kya huya
Ye tujhe kya huya, ye tujhe kya huya
Yaad tujhe kyu na rahi pyar ki wo deewangi
Tujhse bichhad kar ho gayi kya se kya ye

zindagi

Sabke dil me jo rahe ban ke shama har pal

jale
Sabko bas me jo kare jis pe bas koi na chale
Wo hai kya tu bata, wo hai kya tu bata
Wo hai kya tu bata, wo hai kya tu bata
Pyar, pyar, pyar, pyar, pyar
Pahle pahle pyar ki kya hai ye deewangi
Tujhse milkar ho gayi kya se kya ye zindagi
Ye tujhe kya huya, ye tujhe kya huya..

Jane kab kis mod pe sari duniya chhod ke
Mil jaye phir dil kahi sare bandhan tod ke
Jane kab kis mod pe sari duniya chhod ke
Mil jaye dil phir kahi sare bandhan tod ke
Dil se dil mil gaya, chahiye aur kya
Dil se dil mil gaya, chahiye aur kya
Pyar, pyar, pyar, pyar, pyar
Pahle pahle pyar ki kya hai ye deewangi
Tujhse milkar ho gayi kya se kya ye zindagi
Ye tujhe kya huya, ye tujhe kya huya...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Yeh Tujhe Kya Hua

Yeh Tujhe Kya Hua is a song from Ilzaam 1986. It is sung by Amit Kumar, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Ilzaam 1986 album song list for more songs and album details.