Yeh Tohfa Hamare Pyar Lyrics, Singer & Song Details

Nai Roshni 1967 album cover

Nai Roshni 1967 Album Details

C. V. Sridhar
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Ashok Kumar, Mala Sinha, Raaj Kumar

album songs
Yeh Tohfa Hamare Pyar
Singer : Asha Bhosle

Yeh Tohfa Hamare Pyar Lyrics

Song Title = Yeh Tohfa Hamare Pyar
Movie/album = Nai Roshni (1967)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ravi Shankar Sharma
Director = C.V. Sridhar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Ye tohfa tumhare pyar ka
Dil se pyara jan se pyara
Ye tohfa tumhare pyar ka
Dil se pyara jan se pyara
Ungli me meri anguthi tumhari
Chamka meri kismat ka tara
Ye tohfa tumhare pyar ka
Dil se pyara jan se pyara

Duniya me meri tum aa gaye ho
Aankho me meri tum cha gaye ho
Duniya me meri tum aa gaye ho
Aankho me meri tum cha gaye ho
Meri ummido ki duniya ko tumne
Kya kya nikhara kya kya sawara
Ye tohfa tumhare pyar ka
Dil se pyara jan se pyara

Kaisa jagaya mohabbat ka jadu
Dil pe bhi apne nahi ab to kabu
Kaisa jagaya muhabbat ka jadu
Dil pe bhi apne nahi ab to kabu
Kaisi azab hai mohabbat ki bazi
Dil tha hamara ab hai tumhara
Ye tohfa tumhare pyar ka
Dil se pyara jaan se pyara

Nazro se paigam dete hi rahna
Is dil ko aaram dete hi rahna
Nazron se paigham dete hi rahna
Is dil ko aaram dete hi rahna
Meri sabhi ka chaman mangta hai
Tabasum tumhara ishara tumhara
Ye tohfa tumhare pyar ka
Dil se pyara jan se pyara.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Tohfa Hamare Pyar

Yeh Tohfa Hamare Pyar is a song from Nai Roshni 1967. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Nai Roshni 1967 album song list for more songs and album details.