Yeh Samajho Aur Samajhaao Lyrics, Singer & Song Details

Jwar Bhata 1973 album cover

Jwar Bhata 1973 Album Details

Adurthi Subba Rao
Laxmikant, Pyarelal
Rajendra Krishan
Saira Banu, Dharmendra, Sujit Kumar

album songs
Yeh Samajho Aur Samajhaao
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Yeh Samajho Aur Samajhaao Lyrics

Song Title = Ye Samajho Aur Samajhaao
Movie/album = Jwar Bhata (1973)
Singer = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Adurthi Subba Rao

Mp3 Song Lyrics

((ye samajho aur samajhao thodi me mauj manao
daal-roti khao prabhu ke gun gao
daal-roti khao prabhu ke gun gao
aji lalach me na aao na dil ka chain gavao
daal-roti khao prabhu ke gun gao
daal-roti khao prabhu ke gun gao
ye samajho aur samajhao thodi me mauj manao
daal-roti khao prabhu ke gun gao
daal-roti khao prabhu ke gun gao

tan pe langoti pet me roti sone ko ek khatiya
sone ko ek khatiya
tan pe langoti pet me roti sone ko ek khatiya
sone ko ek khatiya
matlab to hai nind se chahe badhiya ho ya ghatiya
badhiya ho ya ghatiya
radhe-shyam sita-ram, radhe-shyam sita-ram
nafrat ko dur hatao aur sabko gale lagao
daal-roti khao prabhu ke gun gao
daal-roti khao prabhu ke gun gao

chandi ki thali vale ko kya bhukh lage hai zyada
kya bhukh lage hai zyada
chandi ki thali vale ko kya bhukh lage hai zyada
kya bhukh lage hai zyada
kyo na kha le phir apas me bant ke adha-adha
bant ke adha-adha
radhe-shyam sita-ram, radhe-shyam sita-ram
bhukhe ki bhuk mittao, duniya me naam kamao
daal-roti khao prabhu ke gun gao
daal-roti khao prabhu ke gun gao ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Samajho Aur Samajhaao

Yeh Samajho Aur Samajhaao is a song from Jwar Bhata 1973. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Jwar Bhata 1973 album song list for more songs and album details.