Yeh Safar Bhi Kitna Suhaana Lyrics, Singer & Song Details

Sawaal 1982 album cover

Sawaal 1982 Album Details

Ramesh Talwar
Mohammed Zahur Khayyam
Majrooh Sultanpuri
Waheeda Rehman, Sanjeev Kumar, Shashi Kapoor, Poonam Dhillon, Randhir Kapoor, Sw

album songs
Yeh Safar Bhi Kitna Suhaana
Singer : Lata Mangeshkar, Anwar

Yeh Safar Bhi Kitna Suhaana Lyrics

Song Title = Yeh Safar Bhi Kitna Suhaana
Movie/Album = Sawaal (1982)
Singers = Lata Mangeshkar, Anwar
Song Lyricists =Majrooh Sultanpuri
Music Director =Mohammed Zahur Khayyam
Director =Ramesh Talwar
Music Label =Saregama

Mp3 Song Lyrics

((ye safar bhi kitna suhana hai ye safar bhi kitna suhana hai
aage hum hai pichhe zamana hai
aage hum hai pichhe zamana hai
sath jab tum ho dil diwana hai sath jab tum ho dil diwana hai
ishq ki thokar me zamana hai ishq ki thokar me zamana hai

humsafar tum ho aur tumhi manjil
humsafar tum ho aur tumhi manjil
gam kise kitni dur jana hai gam kise kitni dur jana hai
sath jab tum ho dil diwana hai ishq ki thokar me zamana hai
khawab jo hai teri in aankho me
khawab jo hai teri in aankho me
zindagi ko inse sjana hai zindagi ko inse sjana hai
ye safar bhi kitna suhana hai aage hum hai pichhe zamana hai

ye jo chhota sa hai chaman apna
ye jo chhota sa hai chaman apna
isme nanha sa gul khilana hai isme nanha sa gul khilana hai
sath jab tum ho dil diwana hai ishq ki thokar me zamana hai
ishq ki thokar me zamana hai ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Safar Bhi Kitna Suhaana

Yeh Safar Bhi Kitna Suhaana is a song from Sawaal 1982. It is sung by Lata Mangeshkar, Anwar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Sawaal 1982 album song list for more songs and album details.