Yeh Saaye Hain Lyrics, Singer & Song Details

Sitara 1980 album cover

Sitara 1980 Album Details

Meraj
Rahul Dev Burman
Gulzar
Mithun Chakraborty, Zarina Wahab, Kanhaiyalal

album songs
Yeh Saaye Hain
Singer : Asha Bhosle

Yeh Saaye Hain Lyrics

Song Title = Yeh Saaye Hain
Movie/Album = Sitara (1980)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Meraj

Mp3 Song Lyrics

((Ye saye hai, ye dunia hai, parchaio ki
Ye saye hai, ye dunia hai
Bhari bhid me khali tanhaiyo ki
Ye saye hai ye dunia hai

Yaha koi sahil sahara nahi hai
Kahi dubne ko kinara nahi hai
Yaha koi sahil sahara nahi hai
Yaha sari raunak ye rusavaio ki
Ye saye hai, ye dunia hai parchaio ki
Ye saye hai, ye dunia hai

Kai chand uthakar jalaye bujhae
Bahut hamane chaha zara nind aye
Kai chand uthakar jalaye bujhae
Yaha raat hoti hai bezariyo ki
Ye saye hai, ye dunia hai parchaio ki
Ye saye hai, ye dunia hai

Yaha sare chehre hai mange hue se
Nigaho me ansu bhi take hue se
Yaha sare chehre hai mange hue se
Badi nichi rahe hai unchaiyo ki
Ye saye hai, ye dunia hai parchaio ki
Ye saye hai, ye dunia hai
Bhari bhid me khali tanhaiyo ki
Ye saye hai ye dunia hai.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Saaye Hain

Yeh Saaye Hain is a song from Sitara 1980. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Sitara 1980 album song list for more songs and album details.