Yeh Rut Hai Haseen Lyrics, Singer & Song Details

Harjaee 1981 album cover

Harjaee 1981 Album Details

Ramesh Behl
Rahul Dev Burman
Rahul Dev Burman
Shammi Kapoor, Mala Sinha, Randhir Kapoor

album songs
Yeh Rut Hai Haseen
Singer : Kishore Kumar

Yeh Rut Hai Haseen Lyrics

Song Title = Yeh Rut Hai Haseen
Song Lyrics Movie = Harjaee (1981)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Vithalbhai Patel
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Ramesh Behl
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa
Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa
Harjai nahi hum na tum bewafa
Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa

Milna tha hum mil hi gaye
Phul pyar ke khil hi gaye
Milna tha hum mil hi gaye
Phul pyar ke khil hi gaye
Ho dil se yahi du mai dua
Milke na ho koi juda
Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa
Harjai nahi hum na tum bewafa

Sapne the sapne hi rahe
Apne jab apne na rahe
Sapne the sapne hi rahe
Apne jab apne na rahe
Ho ruthe ho tum kaun sune
Koi pyar ka sikwa gila
Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa
Harjai nahi hum na tum bewafa

Tan man preet ke deep jale
Aaye sahar na raat dhale
Tan man preet ke deep jale
Aaye sahar na raat dhale
Socho jara hogi bhala
Phul se khusbu kaise juda
Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa
Harjai nahi hum na tum bewafa
Ye rut hai hasin dard bhi hai jawa....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Rut Hai Haseen

Yeh Rut Hai Haseen is a song from Harjaee 1981. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Rahul Dev Burman. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Harjaee 1981 album song list for more songs and album details.