Yeh Rangeen Mehfil Gulabi Gula Lyrics, Singer & Song Details

Shikari 1963 album cover

Shikari 1963 Album Details

Mohammed Hussain
G. S. Kohli
Qamar Jalalabadi
Ajit, Ragini, Helen, Madan Puri, K N Singh, Tun Tun, Kamal Mehra

album songs
Yeh Rangeen Mehfil Gulabi Gula
Singer : Asha Bhosle

Yeh Rangeen Mehfil Gulabi Gula Lyrics

Song Title = Yeh Rangeen Mehfil Gulabi Gulabi
Movie/Album = Shikari (1963)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Composer = G.S. Kohli
Director = Mohammed Hussain

Mp3 Song Lyrics

((La la la la la
La la la la la
Aa haa haa

Ye rangeen mehfil gulaabi-gulaabi
Mere dil kaa aalam sharaabi-sharaabi
Ye rangeen mehfil gulaabi-gulaabi
Mere dil kaa aalam sharaabi-sharaabi
Ye rangeen mehfil

Nazar se nazar ki mulaaqaat dekhi
Adaaon ke teeron ki barsaat dekhi
Ho bahut dekhe hamne dil dene waale
Magar tujhmein zaalim nayi baat dekhi
Dekh kar umr bhar ki khushi mil gayi
Ye rangeen mehfil gulaabi-gulaabi
Mere dil kaa aalam sharaabi-sharaabi
Ye rangeen mehfil

Kisi se kabhi pyaar kar ke to dekho
Kisi husn waale pe mar ke to dekho
Ho toofaan ke daaman mein laakhon kinaare
Ye sholon kaa dariyaa guzar ke to dekho
Ik nayi bekhudi ik nayi raushni mil gayi
Ye rangeen mehfil gulaabi-gulaabi
Mere dil kaa aalam sharaabi-sharaabi
Ye rangeen mehfil...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Yeh Rangeen Mehfil Gulabi Gula

Yeh Rangeen Mehfil Gulabi Gula is a song from Shikari 1963. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: G. S. Kohli. Read the lyrics above and view the Shikari 1963 album song list for more songs and album details.