Yeh Raat Bheegi Lyrics, Singer & Song Details

Guitor album cover

Guitor Album Details

Guitor
Jaikishan, Shankar Singh
Hasrat Jaipuri, Shailendra
Guitor

album songs
Yeh Raat Bheegi
Singer : None

Yeh Raat Bheegi Lyrics

Song Lyrics Title = Yeh Raat Bheegi
Movie/Album Name = Chori Chori (1956)
Film cast = Raj Kapoor, Nargis Dutt, Pran, Neelam
Lyricist = Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music Director = Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director = Anant Thakkar

Mp3 Song Lyrics

(( ye raat bheegi bheegi ye mast fijaye
utha dheere dheere wo chaand pyara pyara
ye raat bheegi bheegi ye mast fijaye
utha dheere dheere wo chaand pyara pyara
kyun aag si laga ke gumsum hai chandani
sone bhi nahi deta mausam ka ye ishara

ithlati hawa nilam sa gagan
kaliyo pe ye behoshi ki nami
aise me bhi kyun bechain hai dil
jivan me na jane kya hai kami
kyun aag si laga ke gumsum hai chandani
sone bhi nahi deta mausam ka ye ishara
ye raat bheegi bheegi ye mast fijaye
utha dheere dheere wo chaand pyara pyara

jo din ke ujale me na mila
dil dhundhe aise sapne ko
iss raat ki jagmag me dubi
main dhundh rahi hu apne ko
ye raat bheegi bheegi ye mast fijaye
utha dheere dheere wo chaand pyara pyara
kyun aag si laga ke gumsum hai chandani
sone bhi nahi deta mausam ka ye ishara

aise me kahi kya koi nahi
bhule se jo humko yaad kare
ik halaki si musakan se jo
sapno ka jaha aabad kare
ye raat bheegi bheegi ye mast fijaye
utha dheere dheere wo chaand pyara pyara
kyun aag si laga ke gumsum hai chandani
sone bhi nahi deta mausam ka ye ishara ))

Posted by : {Soni Kumari}

About Yeh Raat Bheegi

Yeh Raat Bheegi is a song from Guitor. It is sung by None. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri, Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar Singh. Read the lyrics above and view the Guitor album song list for more songs and album details.