Yeh Raat Aashiqana Chaaya Lyrics, Singer & Song Details

Naya Andaz 1956 album cover

Naya Andaz 1956 Album Details

O P Nayyar
Jan Nisar Akhtar

album songs
Yeh Raat Aashiqana Chaaya
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Yeh Raat Aashiqana Chaaya Lyrics

Song Title = Ye Raat Aashiqana
Movie/Album = Naya Andaz (1956)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Jan Nisar Akhtar
Music Director = Omkar Prasad Nayyar
Director = K. Amarnath

Mp3 Song Lyrics

((Ye raat aashikana
Chaya sama suhana
Najre milane wale
Dil bhi jara milana
Julfe hasi ghataye
Aankhe sarab khana
Tujhse najar mili kya
Dil ho gaya deewana

Ye raat aashikana
Chaya sama suhana
Najre milane wale
Dil bhi jara milana
Julfe hasi ghataye
Aankhe sarab khana
Tujhse najar mili kya
Dil ho gaya deewana

Tere liye hai aaja
Palko ke ye ishare
Hotho ki mast kaliya
Aankho ke sokh tare
Chaya hua nasha hai
Apni kise khabar hai
Kya jaane mai kaha
Hu kya jaane
Dil kidhar hai
Tere liye hai aaja
Palko ke ye ishare
Hotho ki mast kaliya
Aankho ke sokh tare
Chaya hua nasha hai
Apni kise khabar hai
Kya jaane mai kaha
Hu kya jaane
Dil kidhar hai

Kuch kah raha hai tujhse
Ye dilrub zamana
Najre milane wale
Dil bhi jara milana
Julfe hasi ghataye
Aankhe sarab khana
Tujhse najar mili kya
Dil ho gaya deewana

Bahke hue kadam
Hai bahki hui fiza hai
Dil ka har ek arma
Tujhko pukarta hai
Dil me tujhe bithale
Aankho me aa chupake
Ye door ke ishare
Hamko na mar dale
Kuch mai kareeb aau
Kuch tum kareeb aana
Najre milane wale
Dil bhi jara milana
Julfe hasi ghataye
Aankhe sarab khana
Tujhse najar mili kya
Dil ho gaya deewana
Ye raat aashikana.....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Raat Aashiqana Chaaya

Yeh Raat Aashiqana Chaaya is a song from Naya Andaz 1956. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Jan Nisar Akhtar. Music information: O P Nayyar. Read the lyrics above and view the Naya Andaz 1956 album song list for more songs and album details.