Yeh Raah Badi Mushkil Hai Lyrics, Singer & Song Details

Gateway of India 1957 album cover

Gateway of India 1957 Album Details

J. Om Prakash
Madan Mohan Kohli
Rajendra Krishan
Bharat Bhushan, Pradeep Kumar, Madhubala

album songs
Yeh Raah Badi Mushkil Hai
Singer : Geeta Dutt

Yeh Raah Badi Mushkil Hai Lyrics

Song Title =Yeh Raah Badi Mushkil Hai
Movie/album = Gateway Of India (1957)
Singers = Geeta Dutt
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = J. Om Prakash
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Ye raah badi mushqil hai
Anjaan abhi tera dil hai

Soorat pe na jaa
Baaton mein na aa
Har cheez yahaan qaatil hai
Ye raah badi mushqil hai
Anjaan abhi tera dil hai

Kaaghaz ke phool mein khushbu
Kyun dhoondh raha nadaan tu
Kaaghaz ke phool mein khushbu
Kyun dhoondh raha nadaan tu

Yahaan rang ka jaal bichhaye
Baithe hain lutere har su
Yahaan rang ka jaal bichhaye
Baithe hain lutere har su

Yahaan dil na lagaa
Daaman ko bachha
Ye daghaabaaz mahfil hai
Ye raah badi mushqil hai
Anjaan abhi tera dil hai

Sahraati chamakti reti
Paani ka hai jhoka deti
Sahraati chamakti reti
Paani ka hai jhoka deti

Masoom nazar kya jaane
Ye sholon ki hai kheti
Masoom nazar kya jaane
Ye sholon ki hai kheti
Mat pyaas bujha
Dhokhe mein naa aa
Ye badi tedhi manzil hai

Ye raah badi mushqil hai
Anjaan abhi tera dil hai
Soorat pe na jaa
Baaton mein na aa
Har cheez yahaan qaatil hai

Ye raah badi mushqil hai
Anjaan abhi tera dil hai..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Raah Badi Mushkil Hai

Yeh Raah Badi Mushkil Hai is a song from Gateway of India 1957. It is sung by Geeta Dutt. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Gateway of India 1957 album song list for more songs and album details.