Yeh Pyar Kaise Kab Ho Lyrics, Singer & Song Details

Khap 2011 album cover

Khap 2011 Album Details

Ajai Sinha
Annujj Kappoo
Yogesh Saxena
Yuvika Chaudhary, Om Puri, Govind Namdeo

album songs
Yeh Pyar Kaise Kab Ho
Singer : Shaan, Shreya Ghoshal

Yeh Pyar Kaise Kab Ho Lyrics

Song Title = Yeh Pyar Kaise Kab Ho
Movie/Album = Khap (2011)
Singers = Shaan, Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Yogesh Saxena
Music Composer = Annujj Kappoo
Director = Ajai Sinha

Mp3 Song Lyrics

((yeh pyar kaise kab ho jaye kaha
ju ju ju ju ju ju
baato hi baato me suru ho gaya
ju ju ju ju ju ju
ye pyar kaise kab ho jaye kaha
jane na dil khud bhi yaha
batoo hi batoo me suru to ho gaya
pahala safar ye pyar ka
awaz ye to hai kahani ka abhi
anjaam kaya hoga

ye pyar kaise kab ho jaye kaha
jane na dil khud bhi yaha
batoo hi batoo me suru to ho gaya
pahala safar ye pyar ka
awaz ye to hai kahani ka abhi
anjaam kaya hoga

ye dillagi nahi hai ye dil ki hai lagi
log isko hi kahte hai ashiki
ye rog hai aisa jiski nahi hai koi dawa
lage jisko wo samjho diwana ho gaya
diwana ho gaya

ye pyar kaise kab ho jaye kaha
jane na dil khud bhi yaha
awaz ye to hai kahani ka abhi
anjaam kaya hoga

ye dil ki bekarari, uff ye duriyaa
bin mile inhe to chain aye na
magar use dhundege kaise, jise kabhi nahi dekha
hey uske ghar ka bhi nahi hai koi pata
nahi hai koi pata

ye pyar kaise kab ho jaye kaha
jane na dil khud bhi yaha
awaz ye to hai kahani ka abhi
anjaam kaya hoga

ye ye jo sart lagi, tu jeet ke bhi use har gayi
ye khel tera ab khatam hua
kya soch rahi
ishk yaha dunia me kaha chupata hai chupane se
hai ye agar dil me to phir tu kah de jamane se

ye pyar kaise kab ho jaye kaha
jane na dil khud bhi yaha
batoo hi batoo me suru to ho gaya
pahala safar ye pyar ka
awaz ye to hai kahani ka abhi
anjaam kaya hoga......))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Yeh Pyar Kaise Kab Ho

Yeh Pyar Kaise Kab Ho is a song from Khap 2011. It is sung by Shaan, Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Yogesh Saxena. Music information: Annujj Kappoo. Read the lyrics above and view the Khap 2011 album song list for more songs and album details.