Yeh Pyaar Kya Hai Lyrics, Singer & Song Details

Marigold 2007 album cover

Marigold 2007 Album Details

Willard Carroll
None
None
Salman Khan, Ali Larter

album songs
Yeh Pyaar Kya Hai
Singer : Shaan

Yeh Pyaar Kya Hai Lyrics

Song Title = Ye Pyar Hai Kya
Movie/Album = Marigold (2007)
Singer = Shaan

Mp3 Song Lyrics

((Yeh Pyaar Kya Hai
Yeh Ek Dhanak Hai

Saaton Rango ki
Ismein jhaalak hai
Phela rang hai suno kaisa
Saamne aaye koi esha

[Dil kahe khwaabon mein
Isko to hi dekha tha]2

Dosra rang pyaar ka
Phele se gehra zara
Badhti jitni Kashish hai
Hoti utni Khalish hai
Kuch din rehta hai yehi silsila
Aage armaaano ka rang hai ..Tesraaa
umm Aage armaaano ka rang hai ..Tesraaa

Chautha rang iqkraar ka
Paanchwa Intezaaar ka
Aur woh rang jo chata hai
Sapno ki woh ghata hai
Har pal rehta hai woh
Khoya hua
Saathwan rang kar deta hai deewana 2
haan

Yeh Pyaar Kya Hai
Yeh Ek Dhanak Hai
Saaton Rango ki
Ismein jhaalak hai

hey hey hey ooo
oooo
hey hey hey ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Pyaar Kya Hai

Yeh Pyaar Kya Hai is a song from Marigold 2007. It is sung by Shaan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Marigold 2007 album song list for more songs and album details.