Yeh Naina Yaad Hai Lyrics, Singer & Song Details

Manzil Manzil 1984 album cover

Manzil Manzil 1984 Album Details

Nasir Hussain
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Sunny Deol, Dimple Kapadia

album songs
Yeh Naina Yaad Hai
Singer : Asha Bhosle, Shailendra Singh

Yeh Naina Yaad Hai Lyrics

Song Title = Ye Naina Yaad Hai
Movie/Album = Manzil Manzil (1984)
Singer(s)= Asha Bhosle, Shailendra Singh
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director=Rahul Dev Burman
Director = Nasir Hussain

Mp3 Song Lyrics

((Hey sabha, hey sabha hey sabha, o o sabha
Ye naina yaad hai piya ke bhul gaye
Ye naina yaad hai piya ke bhul gaye
Inme dekho to kiski tasvir hai
Aage meri takdir hai aaja re aa

Ho ye naina yaad hai piya ke bhul gaye
Ho dekho ye dilruba mere hatho pe
Aaj bhi hai nisha tumhare hotho ke
Ho dekho ye dilruba mere hatho pe
Aaj bhi hai nisha tumhare hotho ke
Hatho me dekho to kiski ye tasvir hai
Aage meri takdir hai aaja re aa

Hey sabha, hey sabha hey sabha, o o sabha
Ho hoke tumse juda aur kya hona
Uth raha hai dhuya badan se dekho na
Ho hoke tumse juda aur kya hona
Uth raha hai dhuya badan se dekho na
Dhuye me dekho to kiski ye tasvir hai
Aage meri takdir hai aaja re aa

Ye naina yaad hai piya ke bhul gaye
Inme dekho to kiski tasvir hai
Aage meri takdir hai aaja re aa

Ho aankhe na badalo is tor se
Dekho to mujhko jara gor se
Aankhe na badalo is tor se
Dekho to mujhko jara gor se
Tere liye jo dar dar phira
Ha mai wo hi hu deewana tera
Yaad karo janejaha
Ab nahi rahana tere bina
Ab nahi rahana tere bina.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Naina Yaad Hai

Yeh Naina Yaad Hai is a song from Manzil Manzil 1984. It is sung by Asha Bhosle, Shailendra Singh. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Manzil Manzil 1984 album song list for more songs and album details.