Yeh Mard Bade Dil Female Lyrics, Singer & Song Details

Miss Mary 1957 album cover

Miss Mary 1957 Album Details

L V Prasad
Hemant Kumar
Rajendra Krishan
Meena Kumari, Gemini Ganesan, Kishore Kumar, Jamuna, Om Prakash

album songs
Yeh Mard Bade Dil Female
Singer : Lata Mangeshkar

Yeh Mard Bade Dil Female Lyrics

Song Title = Yeh Mard Bade Dil Female
Movie/Album = Miss Mary 1957
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Music Director(s) = Hemant Kumar
Lyricist(s) = Rajinder Kishan

Mp3 Song Lyrics

((ye mard bade dil sard bade bedard na dhokha khaana
mithi mithi batiyo me bhool ke na aana
ye mard bade dil sard bade bedard na dhokha khaana
mithi mithi batiyo me bhool ke na aana

hote hain chhote dil ke lambi zubaan vaale
dete hain maal khota unchi dukaan vaale
hote hain chhote dil ke lambi zubaan vaale
dete hain maal khota unchi dukaan vaale
chhota munh aur baat badi ye hai dastoor puraana
mithi mithi batiyo me bhool ke na aana
ye mard bade dil sard bade bedard na dhokha khaana
mithi mithi batiyo me bhool ke na aana

baat pate ki hai ye maano jo mera kahana
achchha hai aag se to door hi door rahana
baat pate ki hai ye maano jo mera kahana
achchha hai aag se to door hi door rahana
jhoothi inki jaat badi ye hai dastur puraana
mithi-mithi batiyo me bhool ke na aana
ye mard bade dil sard bade bedard na dhokha khaana
mithi mithi batiyo me bhool ke na aana
ye mard bade dil sard bade bedard na dhokha khaana
mithi mithi batiyo me bhool ke na aana))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Mard Bade Dil Female

Yeh Mard Bade Dil Female is a song from Miss Mary 1957. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Hemant Kumar. Read the lyrics above and view the Miss Mary 1957 album song list for more songs and album details.