Yeh Main Aaya Kahaan Lyrics, Singer & Song Details

Kabul Express 2006 album cover

Kabul Express 2006 Album Details

Kabir Khan
Raghav Sachar
Aditya Dhar
John Abraham, Arshad Warsi, Salman Shahid

album songs
Yeh Main Aaya Kahaan
Singer : Raghav Sachar

Yeh Main Aaya Kahaan Lyrics

Song Title = Yeh Main Aaya Kahan Hoon
Movi/Album = Kabul Express (2006)
Singers = Raghav Sachar
Song Lyricists = Aditya Dhar
Music Composer = Raghav Sachar
Director = Kabir Kha

Mp3 Song Lyrics

((Haan yeh mein aaya kahan hooon
Kauf hai sehma hua hooon
Haan yeh kaise fiza hai
Dard hai behka hua hoon
Na jaane kaise yeh dua
Na jaaane kasie yeh pukar
Na jaaane kasie yeh fariyad hai
Aye mere khuda
Sun le yeh sada haan
Zakhamo ko mere tu chupa
Ruhh ki yeh parchayi
Dil ki yeh tanhai
Dundu tere sajde mein panaah

Aah mujhe jaana kahan hai
Soch mein dooba hua hoon
Haan yeh kaise saza hai
Dard se bheka hua hoon
Anjaaani se hai yeh subah
Anjaanna sa hai yeh safar
Anjaana sa hai intezaar hai

Aye mere khuda
Sun le yeh sada haan
Zakhamo ko mere tu chupa
Ruhh ki yeh parchayi
Dil ki yeh tanhai
Dundu tere sajde mein panaah

Meri hasratoon ka yeh afsaaana
Meri kashmakash ka yeh taraana
Besabr waqt ko dundhe zamana

Aye mere khuda
Sun le yeh sada haan
Zakhamo ko mere tu chupa
Ruhh ki yeh parchayi
Dil ki yeh tanhai
Dundhu tere sajde mein panaah

Aye mere khuda
Sun le yeh sada haan
Zakhamo ko mere tu chupa
Ruhh ki yeh parchayi
Dil ki yeh tanhai
Dundhu tere sajde mein panaah....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Main Aaya Kahaan

Yeh Main Aaya Kahaan is a song from Kabul Express 2006. It is sung by Raghav Sachar. Lyrics are credited to Aditya Dhar. Music information: Raghav Sachar. Read the lyrics above and view the Kabul Express 2006 album song list for more songs and album details.