Yeh Kya Kiya Re Lyrics, Singer & Song Details

Beti 1969 album cover

Beti 1969 Album Details

Harmesh Malhotra
Master Sonik, Om Prakash Sonik
None
Dulari, Jankidas, Kamini Kaushal

album songs
Yeh Kya Kiya Re
Singer : Mukesh

Yeh Kya Kiya Re Lyrics

Song Title = Yeh Kya Kiya Re Duniyawale
Movie/album = Beti (1969)
Singers = Mukesh
Music Director= Master Sonik, Om Prakash Sonik
Director= Harmesh Malhotra
Music Label= Saregama
Release on= 17th December, 1969

Mp3 Song Lyrics

((Yeh kya kiya re duniyawale
Jaha ke ghum tune sabhee mujhko de dale,
Yeh kya kiya re duniyawale
Jaha ke ghum tune sabhee mujhko de dale,
Yeh kya kiya re duniyawale

O re bedardi, o harajayi dekh lee maine teri khudayi
O re bedardi, o harajayi dekh lee maine teri khudayi
Pehle hi meraa dil ghayal tha aur bhee uss par chot lagayi
Tune rulake mujhe dar dar phira ke mujhe
Kab ke yeh araman nikale,
Yeh kya kiya re duniyawale
Jaha ke ghum tune sabhee mujhko de dale
Yeh kya kiya re duniyawale

Subah kaa suraj rat ke tare ban gaye sab ke sab angare
Aas ke bandhan tod ke tune chhin liye sabhee sang sahare
Mere lahu kee kasam aur bhi kar le sitam
Aag too dil kee bujhale,
Yeh kya kiya re duniyawale
Jaha ke ghum tune sabhee mujhko de dale
Yeh kya kiya re duniyawale...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Yeh Kya Kiya Re

Yeh Kya Kiya Re is a song from Beti 1969. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to None. Music information: Master Sonik, Om Prakash Sonik. Read the lyrics above and view the Beti 1969 album song list for more songs and album details.