Yeh Kya Kar Dala Tune Lyrics, Singer & Song Details

Howrah Bridge 1958 album cover

Howrah Bridge 1958 Album Details

Shakti Samanta
Omkar Prasad Nayyar
Qamar Jalalabadi
Madhubala, Ashok Kumar, K.N. Singh

album songs
Yeh Kya Kar Dala Tune
Singer : None

Yeh Kya Kar Dala Tune Lyrics

Song Lyrics Title = Yeh Kya Kar Dala Tune
Song Lyrics Movie = Howrah Bridge (1958)
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Composer = Omkar Prasad Nayyar
Director = Shakti Samanta

Mp3 Song Lyrics

((ye kya kar daalaa tu ne, dil tera ho gaya
hansi hansi men zaalim, dil mera kho gaya (2)

vo khel dikhaayaa tu ne, madhosh banaaya tu ne
o jaadugar matavaale, bechhain banaaya tu ne (2)

tu ne re piya, kaisa diya, nazaron kaa paimaana
ye kya kar daala tu ne, dil tera ho gaya

jab aankh mile sharmaaun, main khoyi khoyi jaaun
aankhon ki kaliyaan kaampe, jab saamane tujh ko paaun (2)

sun mere dil, sapanon men mil, dard hua divaana
ye kya kar daala tu ne, dil tera ho gaya..

pahale tha zamaana phika, ab laage thikha-thikha
mausam ka dil bhi dhadake, kuchh haal na puchho jee ka (2)

main bhi yahan, tu bhi yahaan, pyaar se pyaar sajaana
ye kya kar daala tu ne, dil tera ho gaya ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Kya Kar Dala Tune

Yeh Kya Kar Dala Tune is a song from Howrah Bridge 1958. It is sung by None. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Howrah Bridge 1958 album song list for more songs and album details.