Yeh Kaun Aaj Aaya Lyrics, Singer & Song Details

Johar Mehmood In Hong Kong 1971 album cover

Johar Mehmood In Hong Kong 1971 Album Details

S.A. Akbar
Anandji, Kalyanji
Qamar Jalalabadi
I.S. Johar, Mehmood, Sonia Sahni

album songs
Yeh Kaun Aaj Aaya
Singer : Shamshad Begum

Yeh Kaun Aaj Aaya Lyrics

Song Title = Yeh Kaun Aaj Aaya
Movie/album = Johar Mehmood In Hong Kong (1971)
Singers = Shamshad Begum
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = S. A. Akbar

Mp3 Song Lyrics

((Yeh kaun aaj aaya andhere andhere
Udher bhi lutere idher bhi lutere
Ha pata ye chalega savere savere
Khule bhag kis ke tere ke mere

Nathaniya haale to bada maza aaye
Haye nathaniya, nathaniya vahi nathaniya
Nathaniya haale to bada maza aaye
Haye nathaniya haale to bada maza aaye

Lakhpati dulhe ke lakhpati dulhaniya
Lakhpati dulhaniya
Arey saji badi ghano se dulhaniya
Ghano se dulhaniya
Bandhe kameriya pe
Haye bandhe kameriya pe firti sajaniya
Kameriya
Kameriya chhale to bada maja aaye
Hoye kameriya chhale to bada maja aaye

Acha hua defa mora pahela saiya
Mora pahela saiya
Nahi to pakad leta gori ki balayia
Gori ki balayia
Dekh pehna du mai to
Dekh pehna du mai to
Dumak dumak chhaiya
Paiganiya
Paiganiya haale to bada maza aaye
Nathaniya haale to bada maza

Mar diya hai maine aankho ke salam se
Aankho ke salam se
Aisa diya jam maine
Gaye piya kam se
Gaye piya kam se
Dag magaye ladkhadaye
Dag magaye ladkhadaye
Pahele hi jam se
Sajaniya haale to bada maza aaye
Oye sajaniya haale to bada maza aaye

Kisi pal meri aise nachti lugayi rey
Nachti lugayi rey
Dil mera saap luta tune ho harzayi rey
Tune ho harzayi rey
Tujhe bhi dikhaye koi
Tujhe bhi dikhaye koi hath ki safayi rey
Lakho pe daka
Lakho pe daka dale to bada maza
Lakho pe daka dale to bada maza
Nathaniya haale to bada maza
Haye nathaniya haale to bada maza..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Kaun Aaj Aaya

Yeh Kaun Aaj Aaya is a song from Johar Mehmood In Hong Kong 1971. It is sung by Shamshad Begum. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Johar Mehmood In Hong Kong 1971 album song list for more songs and album details.