Yeh Kaun Aaj Lyrics, Singer & Song Details

Bandhe Haat 1973 album cover

Bandhe Haat 1973 Album Details

O.P. Goyle
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Mumtaz, Amitabh Bachchan, Ajit

album songs
Yeh Kaun Aaj
Singer : Lata Mangeshkar

Yeh Kaun Aaj Lyrics

Song Title = Yeh Kaun
Song Lyrics Movie = Bandhe Haath 1973
Singer = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = O.P. Goyle
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((ye kaun aaj aaya mera dil churane
mujhe mujhe mujhe haye mujhe
mujhe lutkar meri duniya basane
ye kaun aaj aaya mera dil churane
ye kaun aaj aaya mera dil churane
mujhe mujhe mujhe
lutkar meri duniya basane
ye kaun aaj aaya mera dil churane
ye kaun aaj aaya mera dil churane

mere sanam ke aane ki ye ada dekhna
ke pichhe phire jaha, uske liye
chadta hua usika nasha ye aankho me
hai mera husn hai jawab uske liye
duniya kitni rangili jaise maine kuch pili hai
duniya kitni rangili jaise maine kuch pili hai
giri, mai giri thamna o zamane
ye kaun aaj aaya mera dil churane
mujhe haye mujhe,
mujhe lutkar meri duniya basane
ye kaun aaj aaya mera dil churane
ye kaun aaj aaya mera dil churane

ha mere dil ka mehman badlta hai
meri nash nash me bekarar haye tera pyar
sanso me dekh arma koi machata
hai ek halchal si bar bar haye tera pyar
tu kya meri mehfil me ek shola sa bhadka dil me
tu kya meri mehfil me ek shola sa bhadka dil me
ke mai bhi sama si lagi jhilmilane
ye kaun, ye kaun aaj aaya mera dil churane
mujhe mujhe,
mujhe lutkar meri duniya basane
ye kaun aaj aaya mera dil churane
ye kaun aaj aaya mera dil churane..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Yeh Kaun Aaj Video

About Yeh Kaun Aaj

Yeh Kaun Aaj is a song from Bandhe Haat 1973. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Bandhe Haat 1973 album song list for more songs and album details.