Yeh Kali Jab Talak Phool Lyrics, Singer & Song Details

Aaye Din Bahar Ke 1966 album cover

Aaye Din Bahar Ke 1966 Album Details

Raghunath Jalani
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Asha Parekh, Balraj Sahni

album songs
Yeh Kali Jab Talak Phool
Singer : Lata Mangeshkar, Mahendra

Yeh Kali Jab Talak Phool Lyrics

Song Lyrics = Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile
Song Lyrics Movie or Album = Aaye Din Bahaar Ke 1966
Singer(s) = Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Music Director(s) = Laxmikant Pyarelal
Lyricist(s) = Anand Bakshi

Song Lyrics

((ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile
intazaar, Intazaar, Intazaar Karo, Intazaar Karo) -2
intazaar Woh Bhala Kya Kare, Tum Jise
beqaraar, Beqaraar, Beqaraar Karo
intazaar Karo

pyaar Mein Pyaar Ki Bhi Ijaazat Nahin -2
berukhi Hai Aji Ye Mohabbat Nahin
aa Raha Hai Maza, Tum Shikaayat Yahi,
baar Baar, Baar Baar, Baar Baar Karo
intazaar Karo
intazaar Woh Bhala Kya Kare, Tum Jise
beqaraar, Beqaraar, Beqaraar Karo
beqaraar Karo

husn Pe To Asar Hone Waala Nahin -2
ishq Tum Ko Na Kar Dein Diwaana Kahin
hai Ye Diwaangi Bhi Qubool, Tum Agar
hamse Pyaar, Hamse Pyaar, Hamse Pyaar Karo,
ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile
intazaar, Intazaar, Intazaar Karo, Intazaar Karo

roz Hamne Baiyaan Ye Fasaana Kiya -2
roz Tumne Naya Ek Bahaana Kiya
ye Bahaana Magar, Aakhri Hai Sanam
aitbaar, Aitbaar, Aitbaar Karo, Intazaar Karo
intazaar Woh Bhala Kya Kare, Tum Jise
beqaraar, Beqaraar, Beqaraar Karo
beqaraar Karo
intazaar, Intazaar, Intazaar Karo, Intazaar Karo
hamse Pyaar, Hamse Pyaar, Hamse Pyaar Karo
intazaar Karo ...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Yeh Kali Jab Talak Phool Video

About Yeh Kali Jab Talak Phool

Yeh Kali Jab Talak Phool is a song from Aaye Din Bahar Ke 1966. It is sung by Lata Mangeshkar, Mahendra. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Aaye Din Bahar Ke 1966 album song list for more songs and album details.