Yeh Kaisa Insaf Title Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Kaisa Insaf 1980 album cover

Yeh Kaisa Insaf 1980 Album Details

Narayana Rao Dasari
Ravindra Jain
Ravindra Jain
Vinod Mehra, Shabana Azmi, Sarika

album songs
Yeh Kaisa Insaf Title
Singer : Bhushan Mehta, Hemlata

Yeh Kaisa Insaf Title Lyrics

Song Title = Yeh Kaisa Insaaf (Title)
Movie/album = Yeh Kaisa Insaf (1980)
Singers = Bhushan Mehta, Hemlata (Lata Bhatt)
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain
Director = Narayana Rao Dasari

Mp3 Song Lyrics

((Ram ram ho ram siya ka antar kare vilap
Mukh se na bole,par man puchhe
Ye kaisa insaf

Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
Agni parikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi
Sita ko kiya na maf kiya na maf ram
Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

Uske kaj se tum to na the anjane
Man me na tha pap oro ki bas mane
Pati sewa me leen rahi na din dekha na rat
Pati sewa me leen rahi na din dekha na rat
Usse sath kiske bharose chal diye chod ke hath bolo
Ye kaisa insaf
Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
Agni pariikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi
Sita ko na maf kiya na maf ram
Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf

Ram bina aram na aye man ko
Man roye man hi samjhaye man ko
Wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir
Wo kisse kya bole jiski ruthi hai taqdir
Dukh sah sah ke chup rah rah ke jiwan ban gaya pir
Bolo ye kaisa insaf

Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
Agni parikhsa lekar bhi agni parikhsa lekar bhi
Sita ko kiya na maf kiya na maf ram
Ye kaisa insaf ram ye kaisa insaf
Ye kaisa insaf,ye kaisa insaf.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Kaisa Insaf Title

Yeh Kaisa Insaf Title is a song from Yeh Kaisa Insaf 1980. It is sung by Bhushan Mehta, Hemlata. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: Ravindra Jain. Read the lyrics above and view the Yeh Kaisa Insaf 1980 album song list for more songs and album details.