Yeh Kaisa Hai Shehar Lyrics, Singer & Song Details

Paanch 2003 album cover

Paanch 2003 Album Details

Anurag Kashyap
Vishal Bhardwaj
None
Kay Kay Menon, Aditya Srivastava, Vijay Maurya, Joy Fernandes, Tejaswini Kolhapu

album songs
Yeh Kaisa Hai Shehar
Singer : Dominique

Yeh Kaisa Hai Shehar Lyrics

Song Title = Yeh Kaisa Hai Shaher
Movie/Album = Paanch 2003
Singer(s) = Dominique
Music Director(s) = Vishal Bharadwaj

Mp3 Song Lyrics

((kya din kya raat hai yahaan par, kee saala dono baraabar - (2)
naa raste kabhee ho khaalee, naa bandh hotee hai galee
maa behan kee yaad sabko aatee har paher
halla gulla shor gul yeh kaisa hai shaher
kya din kya raat hai yahaan par, kee saala dono baraabar
naa raste kabhee ho khaalee, naa bandh hotee hai galee

saanso me laakho karodo kee saanse khulee
ghut raha hai dum, ghutan see ho rahee hai
phir bhee savere akelee hain aankhe khulee
koyee aaj mil hee jaayega, chehera jaane pehne kaun sa
dar se nikale dhhundhe ghar hai kaha
kya din kya raat hai yahaan par, kee saala dono baraabar
naa raste kabhee ho khaalee, naa bandh hotee hai galee

kya din, kya raat
kiske liye raah chalate yeh jhuthee hansee
chhod naa kisee ko kuchh nahee padee
kaise sahe telephone kee khaamoshee
sune, bistaro par so rahe, bhulee khushbuwe ko ro rahe
niche, sadake, kehatee hai aa kud jaa
kya din kya raat hai yahaan par, kee saala dono baraabar
naa raste kabhee ho khaalee, naa bandh hotee hai galee
maa behan kee yaad sabko aatee har paher
halla gulla shor gul yeh kaisa hai shaher
kya din kya raat hai yahaan par, kee saala dono baraabar
naa raste kabhee ho khaalee, naa bandh hotee hai galee ..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Kaisa Hai Shehar

Yeh Kaisa Hai Shehar is a song from Paanch 2003. It is sung by Dominique. Lyrics are credited to None. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Paanch 2003 album song list for more songs and album details.