Yeh Jo Teri Payalon Ki Lyrics, Singer & Song Details

Masoom 1996 album cover

Masoom 1996 Album Details

Mahesh Kothare
Anand Raj Anand
Anand Raj Anand
Tinnu Anand, Ayesha Jhulka, Inder Kumar, Sulabha Arya, Arun Bakshi

album songs
Yeh Jo Teri Payalon Ki
Singer : Sadhana Sargam, Abhijeet

Yeh Jo Teri Payalon Ki Lyrics

Song Title = Yeh Jo Teri Payalon Ki
Movie/Album = Masoom (1996)
Singers = Sadhana Sargam, Abhijeet
Song Lyricists = Anand Raj Anand
Music Composer = Anand Raj Anand

Mp3 Song Lyrics

((ye jo teri, paylo ki chan chan hai
ye jo teri, paylo ki chan chan hai
aashiko ke dil ki, ye dhadkan hai
ye jo teri, paylo ki chan chan hai
aashiko ke dil ki, ye dhadkan hai
chan chan sune jaye, haye haye kare jaye
payal hai teri ya garjan hai
ye jo teri, paylo ki chan chan hai
aashiko ke dil ki, ye dhadkan hai

ban ke diwana mera picha na kar
ban ke diwana mera picha na kar
teri meri yari honi muskil hai
kabhi mujhe roke tu kabhi mujhe toke tu
aashik nahi mera dusman hai
ye jo teri paylo ki chan chan hai
aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
aashiko ke dil ki ye dhadkan hai

julf se lekar jhanjhar tak tu jannat ka ek najara hai
julf se lekar jhanjhar tak tu jannat ka ek najara hai
lagta hai rab ne tujhko jami pe mere liye utara hai
khwab itne suhane dekh na o diwane
tujhpe fida ho jau mai dil mera na ye mane
yahi to samjh nahi paya hu mai
yahi to samjh nahi paya hu mai
aisi bhi kya teri meri anban hai
chan chan sune jaye haye haye kare jaye
payal hai teri ya garjan hai
ban ke diwana mera picha na kar
teri meri yari honi muskil hai
teri meri yari honi muskil hai

de denge teri khatir ja bhi sabhi yahi kahte hai
de denge teri khatir ja bhi sabhi yahi kahte hai
najar sabhi ki or kahi to kadam kahi rahte hai
ho aisa nahi mai awara dil nahi mera banjara
is kadar bhi akad na na samjh bechara
ise samjhana jara muskil hai
ise samjhana jara muskil hai
der se manegi par mumkin hai
chan chan sune jaye haye haye kare jaye
payal hai teri ya garjan hai
ye jo teri paylo ki chan chan hai
aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
aashiko ke dil ki ye dhadkan hai..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Jo Teri Payalon Ki

Yeh Jo Teri Payalon Ki is a song from Masoom 1996. It is sung by Sadhana Sargam, Abhijeet. Lyrics are credited to Anand Raj Anand. Music information: Anand Raj Anand. Read the lyrics above and view the Masoom 1996 album song list for more songs and album details.