Yeh Jo Halki Halki Khumariya Lyrics, Singer & Song Details

Son Of Sardaar 2012 album cover

Son Of Sardaar 2012 Album Details

Ashwni Dhir
Sajid Ali, Wajid Ali
Irshad Kamil
Ajay Devgn, Sonakshi Sinha, Juhi Chawla, Sanjay Dutt, Mukul Dev, Vindu Dara Sing

album songs
Yeh Jo Halki Halki Khumariya
Singer : Rahat Nusrat Fateh Ali Khan

Yeh Jo Halki Halki Khumariya Lyrics

Song Title = Yeh Jo Halki Halki Khumariya
Movie/album = Son Of Sardaar (2012)
Singers = Rahat Nusrat Fateh Ali Khan
Song Lyricists = Irshad Kamil
Music Director = Sajid Ali, Wajid Ali
Director = Ashwni Dhir

Mp3 Song Lyrics

((Yeh jo halki.. halki.. khumariya..
Hai mohabbaton ki taiyariyan..

Aa..aa..
Kaise kahoon kaise bhala roke tu mujhko gunahon se haye
Roke tu mujhko gunahon se
Peeta jao main toh yaara teri inn behki nigahon se haye
Teri inn behki nigahon se

Ab jo galat tha wo bhi sahi hai
Behosh bhi hoon
Pee bhi nahin hai haye
Yeh jo halki halki
Yeh jo halki halki khumariya
Hai mohabbaton ki taiyariyan

Hai mohabbaton ki taiyariyan
Yeh jo halki halki khumariya
Kaise kahoon kaise bala roke tu mujhko gunahon se haye
Roke tu mujhko gunahon se

Chupte chupate jhoome
Zulfe labon ko chume
Chupte chupate jhoome
Zulfe labon ko chume
Uff teri shaitaniyan
Sar pe chadaya inhe
Itna banaya inhe
Uff hui deewaniyan
Mujhpe yun hasti hai
Yeh zulfen kyun meri tarah masti hai

Ab jo galat tha wo bhi sahi hai
Behosh bhi hoon
Pee bhi nahin hai haye

Yeh jo halki halki
Yeh jo halki halki khumariya
Hai mohabbaton ki taiyariyan
Hai mohabbaton ki taiyariyan
Yeh jo halki halki khumariya

Meri zindagi ke badle
Mujhe ek sham de de

Aa..aa..
Meri zindagi ke badle
Mujhe ek sham de de
Jo kisi ko na diya ho
Mujhe wo inaam de de
Teri aarzoo karoon main
Tere khwab mein sajau
Hote jo bhi aashiqui ke
Mujhe saare kaam de de

Ho saare kaamon ka
Hai ye hardaana
Diloka paimaana
Aankhon aankhon mein
Jo main socha yeh
Jo main chaha yeh
Chala jaye na koi door na re na re na

Ab jo galat tha wo bhi sahi hai
Behosh bhi hoon
Pee bhi nahin hai haye

Yeh jo halki halki khumariya
Hai mohabbaton ki taiyariyan

Yeh jo halki halki khumariya
Hai mohabbaton ki taiyariyan
Hai mohabbaton ki taiyariyan
Yeh jo halki halki khumariya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Jo Halki Halki Khumariya

Yeh Jo Halki Halki Khumariya is a song from Son Of Sardaar 2012. It is sung by Rahat Nusrat Fateh Ali Khan. Lyrics are credited to Irshad Kamil. Music information: Sajid Ali, Wajid Ali. Read the lyrics above and view the Son Of Sardaar 2012 album song list for more songs and album details.