Yeh Jeevan Hai Remix Lyrics, Singer & Song Details

Soundtrack 2011 album cover

Soundtrack 2011 Album Details

Neerav Ghosh
None
None
Rajeev Khandelwal, Soha Ali Khan, Mrinalini Sharma

album songs
Yeh Jeevan Hai Remix
Singer : Malini Awasthi

Yeh Jeevan Hai Remix Lyrics

Song Title = Ye jeevan hai remix (soundtrack)
Movie/Album = Soundtrack (2011)
singer = Malini Awasthi

Mp3 Song Lyrics

((Yeh jeevan hai, iss jeevan ka
Yehi hai, yehi hai, yehi hai rang-roop
Yeh jeevan hai, iss jeevan ka
Yehi hai, yehi hai, yehi hai rang-roop
Thode ghum hain, thodi khushiyan
Thode ghum hain, thodi khushiyan
Yehi hai, yehi hai, yehi hai chaaon-dhoop
Yeh jeevan hai

Yeh na socho iss mein apni haar hai ke jeet hai
Yeh na socho iss mein apni haar hai ke jeet hai
Isse apnaalo jo bhi jeevan ki reet hai
Yeh zid chhodo, yun na todo
Har pal ik darpan hai
Yeh jeevan hai, iss jeevan ka
Yehi hai, yehi hai, yehi hai rang-roop
Yeh jeevan hai

Dhan se na duniya se, ghar se na dwaar se
Dhan se na duniya se, ghar se na dwaar se
Saanson ki dor bandhi hai, pritam ke pyaar se
Duniya choote, par na toote, yeh aisa bandhan hai
Yeh jeevan hai, iss jeevan ka
Yehi hai, yehi hai, yehi hai rang-roop
Yeh jeevan hai, iss jeevan ka
Yehi hai, yehi hai, yehi hai rang-roop
Thode ghum hain, thodi khushiyan
Thode ghum hain, thodi khushiyan
Yehi hai, yehi hai, yehi hai chaaon-dhoop
Yeh jeevan hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Yeh Jeevan Hai Remix

Yeh Jeevan Hai Remix is a song from Soundtrack 2011. It is sung by Malini Awasthi. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Soundtrack 2011 album song list for more songs and album details.