Yeh Jeevan Hai Lyrics, Singer & Song Details

Anyay Hi Anyay 1997 album cover

Anyay Hi Anyay 1997 Album Details

Tarun Wadhwa
Rahul Dev Burman
Rajesh Johri
Rita Bhaduri, Sulabha Deshpande, Shafi Inamdar

album songs
Yeh Jeevan Hai
Singer : Kavita Krishnamurthy

Yeh Jeevan Hai Lyrics

Song Lyrics Title = Ye jiwan
Song Lyrics Movie = Anyay Hi Anyay (1997)
Singers = Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Rajesh Johri
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Tarun Wadhwa
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Ye jeevan hai pal do pal ka
Kuch der aur hai ye raat jawa
Ye jeevan hai pal do pal ka
Kuch der aur hai ye raat jawa
Na tujhe pata na mujhe pata
Na mujhe pata na tujhe pata
Kal kaun kidhar kal kaun kaha
Kal kaun kidhar kal kaun kaha
Ye jeevan hai pal do pal ka
Kuch der or hai ye raat jawa

Sholo ko ab na hawa dijiye
Bechain dil ko sula dijiye
Kal ki waste bas dua kijiiye
Sholo ko ab na hawa dijiye
Bechain dil ko sula dijiye
Kal ki waste bas dua kijiiye
Na tujhe pata na mujhe pata
Na mujhe pata na tujhe pata
Kal kaun kidhar kal kaun kaha
Kal kaun kidhar kal kaun kaha
Ye jeevan hai pal do pal ka
Kuch der or hai ye raat jawa

Meri adao mein hai dilkashi
Teri nigaho mein hai bekhudi
Mere rah mein maut hai har ghadi
Meri adao mein hai dilkashi
Teri nigaho mein hai bekhudi
Mere rah mein maut hai har ghadi
Na tujhe pata na mujhe pata
Na mujhe pata na tujhe pata
Kal kaun kidhar kal kaun kaha
Kal kaun kidhar kal kaun kaha
Ye jeevan hai pal do pal ka
Kuch der or hai ye rat jawa

Tufan aane se pahle sambhal
Ye dil thehar ja na aise machal
Kah raha hai dhua is dhue se nikal
Tufan aane se pahle sambhal
Ye dil thahar ja na aise machal
Kah raha hai dhua is dhue se nikal
Na tujhe pata na mujhe pata
Na mujhe pata na tujhe pata
Kal kaun kidhar kal kaun kaha
Kal kaun kidhar kal kaun kaha
Ye jeevan hai pal do pal ka
Kuch der or hai ye rat jawa..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Yeh Jeevan Hai Video

About Yeh Jeevan Hai

Yeh Jeevan Hai is a song from Anyay Hi Anyay 1997. It is sung by Kavita Krishnamurthy. Lyrics are credited to Rajesh Johri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Anyay Hi Anyay 1997 album song list for more songs and album details.