Yeh Jab Se Huyi Jiya Lyrics, Singer & Song Details

Us Paar 1974 album cover

Us Paar 1974 Album Details

Basu Chatterjee
Sachin Dev Burman
Yogesh Gaud
Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee

album songs
Yeh Jab Se Huyi Jiya
Singer : Lata Mangeshkar

Yeh Jab Se Huyi Jiya Lyrics

Song Title = Yeh Jab Se Huyi Jiya
Movie/Album = Us Paar (1974)
Singers =Lata Mangeshkar
Song Lyricists =Yogesh Gaud
Music Director =Sachin Dev Burman
Director =Basu Chatterjee

Mp3 Song Lyrics

((Ye jab se huyi jiya ki chori
Patang sa udhe ye man jo hai
Tere hatho mein dori
Ye jab se huyi jiya ki chori
Patang sa udhe ye man jo hai
Tere hatho mein dori ye jab se huyi

Padi jo mere tann se ye sune jivan pe
Salone teri dhup
Nikhar gayi main to sanwar gaya dekho
Ye mera to roop
Padi jo mere tann se ye sune jivan pe
Salone teri dhup
Nikhar gayi main to sanwar gaya dekho
Ye mera to roop
Kahe mujh se darpan ho gayi tu nayi
Ye jab se huyi jiya ki chori
Patang sa udhe ye man jo hai
Tere hatho mein dori ye jab se huyi

Kya jadu kiya tune
Banda jo tujhe maine aanchal se
Jhume re man mera
Likha hai jo naam tera aanchal se
Kya jadu kiya tune
Banda jo tujhe maine aanchal se
Jhume re man mera
Likha hai jo naam tera aanchal se
Jidar ab mai dekhu bas dikhe re tui, hui
Ye jab se huyi jiya ki chori
Patang sa udhe ye man jo hai
Tere hatho mein dori ye jab se huyi jiya ki chori.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Jab Se Huyi Jiya

Yeh Jab Se Huyi Jiya is a song from Us Paar 1974. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Yogesh Gaud. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Us Paar 1974 album song list for more songs and album details.