Yeh Hum Aa Gaye Hain Lyrics, Singer & Song Details

Veer Zaara 2004 album cover

Veer Zaara 2004 Album Details

Yash Chopra
Madan Mohan Kohli
Javed Akhtar
Preity Zinta, Shah Rukh Khan, Rani Mukerji, Manoj Bajpayee, Divya Dutta, Kirron

album songs
Yeh Hum Aa Gaye Hain
Singer : Lata Mangeshkar, Udit Narayan

Yeh Hum Aa Gaye Hain Lyrics

Song Title = Yeh Hum Aa Gaye Hain
Movie/album = Veer-Zaara (2004)
Singers = Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = Yash Chopra
Music Label = YRF Music

Mp3 Song Lyrics

((Lehraati huwi raahein, khole huwe hain baanhein
Ye ham aa gaye hain kahaan
Palkon pe gehre halke, hai reshmi dhundhalke ke
Ye ham aa gaye hain kahaan
Aa... ye ham aa gaye hain kahaan

Woh dekho zara, parbaton pe ghataayein
Hamaari daastaan, holle se sunaaye
Suno toh zara, ye phoolon ki waadi
Hamaari, hi koyi, kahaani hai sunaati
Sapnon ke is nagar mein, yaadon ki rehguzar mein
Ye ham aa gaye hain kahaan
Haan.. ye ham aa gaye hain kahaan

Jo raahon mein hai, rut ne sona bikhera
Sunehra huwa, tera mera savera
Zameen so gayi, barf ki chaadaron mein
Bas ek, aag si, jalti hai do dilon mein
Hawaayein sansanaayein, badan kaanp jaayein
Ye ham aa gaye hain kahaan
Haan ye ham aa gaye hain kahaan

Ye barsaat bhi, kab thamein kaun jaane
Tumhein mil gaye, pyaar ke sau bahaane
Sitaaron ki hai, jaise baaraat aayi
Hamaare liye, raat yun dagmagaayi
Sapne bhi jhilmilaayein
Dil mein diye jalaayein
Ye ham aa gaye hain kahaan
Haan ye ham aa gaye hain kahaan

Haan ye ham aa gaye hain kahaan.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Hum Aa Gaye Hain

Yeh Hum Aa Gaye Hain is a song from Veer Zaara 2004. It is sung by Lata Mangeshkar, Udit Narayan. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Veer Zaara 2004 album song list for more songs and album details.