Nasihat 1986 - Download Mp3 Song

Nasihat 1986

Nasihat 1986

Aravind Sen
Anandj, Kalyanji
Anjaan
Shabana Azmi, Rajesh Khanna, Mithun Chakraborty, Deepti Naval

album songs
Yeh Hawaayein Sard Sard Hai
Singer : Asha Bhosle, Suresh Wadkar

Yeh Hawaayein Sard Sard Hai Lyrics

Song Title = Yeh Hawaayein Sard Sard Hai
Movie/Album = Nasihat (1986)
Singers = Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Anjaan, Kaifi Azmi
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Aravind Sen
Music Label = Venus

Mp3 Song Lyrics

((Yeh hawayein sard sard hai
Kyun dilo mein garmiyaa
Ya ilaahi yeh majra kya hai
Yeh hawayein sard sard hai
Yeh hawayein sard sard hai
Kyun dilo mein garmiyaa
Phir bhi itani dooriya kyun
Phir bhi itani dooriya kyun
Do dilo ke darmiyaa
Yeh hawayein sard sard hai
Yeh hawayein sard sard hai
Hawao ke kya kya roop badal rahe hai
Jalanewale khud jal rahe hai

Kal thi shola aaj hai shabnam
Yeh kaisa andaaz hai
Yeh kaisa andaaz hai
Mausam jaise rang badalna
Aakhir yeh kya raaz hai
Aakhir yeh kya raaz hai
Patthar ko mom kar de
Patthar ko mom kar de
Mohabbat ki garmiyaa
Yeh hawayein sard sard hai
Yeh hawayein sard sard hai
Kyun dilo mein garmiyaa
Phir bhi itani dooriya kyun
Phir bhi itani dooriya kyun
Do dilo ke darmiyaa
Yeh hawayein sard sard hai

Mohabbat mein meri jaan sab chalta hai
Jalanewala kabhi khud bhi jalta hai
Aate jaate yun takrana
Kuchh to baat zaroor hai
Kuchh to baat zaroor hai
Koi na samjhe koi na jaane
Dil ko kya manzoor hai
Dil ko kya manzoor hai
Kya jaane kab shuru ho
Kya jaane kab shuru ho yeh dilo ki daasta
Yeh hawayein sard sard hai
Yeh hawayein sard sard hai
Kyun dilo mein garmiyaa
Phir bhi itani dooriya kyun
Phir bhi itani dooriya kyun
Do dilo ke darmiyaa
Yeh hawayein sard sard hai
Yeh hawayein sard sard hai.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Yeh Hawaayein Sard Sard Hai Video

Video Description :

Yeh Hawaayein Sard Sard Hai download mp3 song

Recent Tags : Yeh Hawaayein Sard Sard Hai Lyrics | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai Video Song | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai free play mp3 song | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai free download mp3 song | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai Full Video Song | Free Yeh Hawaayein Sard Sard Hai movie songs | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai free songs | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai play online | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai free mp3 song download | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai online play Song | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai Hindi Lyrics | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai Lyrics | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai online mp3 songs | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai full songs | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai online music | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai free Video | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai online Video | Yeh Hawaayein Sard Sard Hai mp3 Download | Free Download Yeh Hawaayein Sard Sard Hai song