Yeh Hawaaein Zulfon Mein Teri Lyrics, Singer & Song Details

Bas Itna Sa Khwaab Hai 2001 album cover

Bas Itna Sa Khwaab Hai 2001 Album Details

Goldie Behl
Aadesh Shrivastav
Dev Kohli
Rani Mukerji, Abhishek Bachchan, Sushmita Sen

album songs
Yeh Hawaaein Zulfon Mein Teri
Singer : Alka Yagnik, Shaan

Yeh Hawaaein Zulfon Mein Teri Lyrics

Song Title =Yeh Hawaaein Zulfon Mein Teri
Movie/Album Name =BAS ITNA SA KHWAAB HAI
Singer(s) =ALKA YAGNIK AND SHAAN
Song Lyricists =Dev Kohli
Music Director =Aadesh Shrivastava
Director =Goldie Behl
Music Label =Universal Music
Release on =6th July, 2001

Mp3 Song Lyrics

(( --MALE--
Yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye - 2
Ho, choome nigaahon se chehra tera
Honton se chhoo le phir daaman tera
Apni panaaho mein tujhko bhare
Meri aarzoo ko pareshaan kare
Yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye

--FEMALE--
Yeh hawaaein zulfon mein meri gum ho jaaye
Haan, choome nigaahon se chehra mera
Honton se chhoo le phir daaman mera
Apni panaaho mein mujhko bhare
Teri aarzoo ko pareshaan kare
Yeh hawaaein zulfon mein meri gum ho jaaye
Hm, yeh hawaaein zulfon mein meri gum ho jaaye

--MALE--
Chhodo bhi ab dillagi
Khwaabon ki yeh zindagi
Dekho meri aankhon mein
Chaahat ki deewaangi
Maheki umange, jaagi tarange dil mein mere
Yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye
O yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye

--FEMALE--
Chhookar tujhko hi aayi hai
Dil pe jo laheraayi hai
Chanchal natkhat yeh hawaa
Khushboo teri hi laayi hai
Rango ki mele baahon mein khele sang sang tere
Haan yeh hawaaein zulfon mein meri gum ho jaaye - 2

--MALE--
Choome nigaahon se chehra tera
Honton se chhoo le phir daaman tera
Apni panaaho mein tujhko bhare
Meri aarzoo ko pareshaan kare
Yeh hawaaein zulfon mein teri gum ho jaaye
O yeh hawaaein

--FEMALE--
(Yeh hawaaein)

--MALE--
Zulfon mein teri

--FEMALE--
(Zulfon mein meri)

--MALE--
Gum ho jaaye

--FEMALE--
Bas itna sa khwaab hai - 4 ))


Posted by : { Anamika Tyagi }

Yeh Hawaaein Zulfon Mein Teri Video

About Yeh Hawaaein Zulfon Mein Teri

Yeh Hawaaein Zulfon Mein Teri is a song from Bas Itna Sa Khwaab Hai 2001. It is sung by Alka Yagnik, Shaan. Lyrics are credited to Dev Kohli. Music information: Aadesh Shrivastav. Read the lyrics above and view the Bas Itna Sa Khwaab Hai 2001 album song list for more songs and album details.