Yeh Hai Sharab Khaana Lyrics, Singer & Song Details

Gumrah 1993 album cover

Gumrah 1993 Album Details

Mahesh Bhatt
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Sanjay Dutt, Sridevi, Anupam Kher

album songs
Yeh Hai Sharab Khaana
Singer : Asha Bhosle

Yeh Hai Sharab Khaana Lyrics

Song Title = Yeh Hai Sharab Khana
Movie/Album = Gumrah (1993)
Singers = Asha Bhosle
Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant-Pyarelal
Director = Mahesh Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana

Sare sharabiyo ka ye
Hai ek thikana, sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana

Sare sharabiyo ka ye hai ek thikana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana

Pine me hai kharabi
Par kya kare sharabi
Gurbhat se tang koi
Daulat se tang koi
Ye jahar hai to kya hai
Har dard ki dawa hai

Hokar khushi se bochal
Kholi kisi ne bottle
Juve me koi hara, ghum ne kisi ko mara

Ye vo gali hai jisme
Ye vo gali hai jisme
Sabka hai aana jana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana

Aate hai be irada, aasiq jayada
Ye jham chalka chalka
Karta hai rang halka

Dilbar ki bewfai, mahbub ki judai
Vo bhulte nahi pal
Karte hai yaad piker
Ye aag aur pani, unki hai jindgani

Unka hai is jagah se
Unka hai is jagah se, rista bhut purana
Ye hai sharab kana,ye hai sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana

Halat sharbiyo ki
Ab mai bayan karungi
Masti ka hai vo aalam
Bahke huye hai balam
Kuch kabar nahi hai
Topi hai sar nahi hai
Siggrate bhuji hui hai
Ungali jali hui hi
Sab is trah khade hai
Jaise ki ghir padhe
Tobba ye dhagmagane
Tobba ye dhagmagane
Tobba ye ladknana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana

Sare sharabiyo ka ye hai ek thikana
Ye hai sharab kana,ye hai sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Hai Sharab Khaana

Yeh Hai Sharab Khaana is a song from Gumrah 1993. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Gumrah 1993 album song list for more songs and album details.