Yeh Fauji Jung Mein Jeeta Lyrics, Singer & Song Details

Ek Hindustani 2003 album cover

Ek Hindustani 2003 Album Details

Tinnu Anand
Anand Raj Anand
Anand Bakshi
Sunil Shetty, Raveena Tandon, Mohan Joshi

album songs
Yeh Fauji Jung Mein Jeeta
Singer : Anand Raaj Anand, Tinu Anand

Yeh Fauji Jung Mein Jeeta Lyrics

Song Lyrics = Yeh Fauji Jung Mein Jeeta
Movie or Album = Ek Hindustani 2003
Singer(s) = Anand Raaj Anand, Tinu Anand
Music Director(s) = Anand Raj Anand
Lyricist(s) = Anand Bakshi

Mp3 Song Lyrics

((who are you, mai apnee tarif karu kya
lambee badee kahanee hindustan pe raj hai meraa
delhi rajhdanee me ek hindustanee
(yeh faujee jung me jita tu kee kita
sade dushman de meeta tu kee kita) - (2)
pite hai hindustanee ganga jamuna ka panee
tu rishwat da daru pita hoye tu kee kita
yeh faujee jung me jita tu kee kita
(iss sher ne golee khayee ham sab kee jan bachayee - (2)
kee tune na insafi chal mang tu inse mafee) - (2)
yeh ram hai yeh hai sita tu kee kita
yeh faujee jung me jita tu kee kita
pite hai hindustanee ganga jamuna ka panee
tu rishwat da daru pita hoye tu kee kita
yeh faujee jung me jita tu kee kita
(itna aasan nahee hai hindustanee kehlana - (2)
insan kyon rab ne banaye tu kya samjha kya jana) - (2)
teraa jivan yu hee bita tu kee kita - (2)
(pite hai hindustanee ganga jamuna ka panee
tu rishwat da daru pita hoye tu kee kita) - (2)
yeh faujee jung me jita tu kee kita - (2) ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Fauji Jung Mein Jeeta

Yeh Fauji Jung Mein Jeeta is a song from Ek Hindustani 2003. It is sung by Anand Raaj Anand, Tinu Anand. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anand Raj Anand. Read the lyrics above and view the Ek Hindustani 2003 album song list for more songs and album details.