Yeh Duwa Hai Lyrics, Singer & Song Details

Sapne Saajan Ke 1992 album cover

Sapne Saajan Ke 1992 Album Details

Lawrence D Souza
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Karishma Kapoor, Rahul Roy, Jackie Shroff

album songs
Yeh Duwa Hai
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Yeh Duwa Hai Lyrics

Song Title = Yeh Duwa Hai
Movie/album = Sapne Sajan Ke (1992)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu, Shravan
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Lawrence D'Souza
Music Label = Lara Music

Mp3 Songs Lyrics

((Yeh dua hai meri rab se
Tujhe aashiko mein sab se
Meri aashiqi pasand aaye
Meri aashiqi pasand aaye
Yeh dua hai meri rab se
Tujhe aashiko mein sab se
Meri aashiqi pasand aaye
Meri aashiqi pasand aaye

Yeh dua hai meri rab se
Tujhe doston mein sab se
Meri dosti pasand aaye
Meri dosti pasand aaye
Yeh dua hai meri rab se
Tujhe doston mein sab se
Meri dosti pasand aaye
Meri dosti pasand aaye

Tu husn ke rangon se likhi hui gazal hai
Tu husn ke rangon se likhi hui gazal hai
Tu pyaar ke dariya mein khilata hua kamal hai

Yeh dua hai meri rab se
Tujhe shayaro mein sab se
Meri shayri pasand aaye
Meri shayri pasand aaye
Yeh dua hai meri rab se

Mere dil ke aaine mein tasveer hai tumhaari
Mere dil ke aaine mein tasveer hai tumhaari
Ab tum to ban gaye ho zingagi hamaari
Yeh dua hai meri rab se
Tumhe saadagi mein sab se
Meri saadagi pasand aaye
Meri saadagi pasand aaye
Yeh dua hai meri rab se

Tujhe nazar milake madhosh zindagi hai
Tujhe nazar milake madhosh zindagi hai
Din raat mere dil mein bas teri bekhudi hai
Yeh dua hai meri rab se
Tujhe deewangi mein sab se
Meri deewangi pasand aaye
Meri deewangi pasand aaye

Yeh dua hai meri rab se
Tujhe aashiko mein sab se
Meri aashiqi pasand aaye
Meri aashiqi pasand aaye
Meri shaayari pasand aaye
Meri dosti pasand aaye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Yeh Duwa Hai

Yeh Duwa Hai is a song from Sapne Saajan Ke 1992. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Sapne Saajan Ke 1992 album song list for more songs and album details.