Yeh Duniya Usi Ki Jo Lyrics, Singer & Song Details

Gharana 1961 album cover

Gharana 1961 Album Details

S.S. Vasan
Ravi Shankar Sharma
Shakeel Badayuni
Rajendra Kumar, Raaj Kumar, Bipin Gupta

album songs
Yeh Duniya Usi Ki Jo
Singer : Asha Bhosle

Yeh Duniya Usi Ki Jo Lyrics

Song Title = Yeh Duniya Usi Ki Jo
Song Lyrics Movie = Gharana (1961)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Ravi Shankar Sharma
Director = S S Vasan

Mp3 Song Lyrics

((Ye duniya usi ki jo pyar kar le
Ye duniya usi ki jo pyar kar le

Prit se dil ka singhar kar le
Prit se dil ka singhar kar le

Ye duniya usi ki jo pyar kar le
Ye duniya usi ki jo pyar kar le

Maan me jiske na pyar ki lagan hai
Uska jivan bhi kya jivan hai

Maan me jiske na pyar ki lagan hai
Uska jivan bhi kya jivan hai

Suno suno ji kya kahati hai payal ki jhankar
Kya te te dhin thana dhere na
Te te dhin thana dhere na
Te te dhin thana dhere na

Oo ho, maan me jiske na pyar ki lagan hai
Uska jivan bhi kya jivan hai,
Nain kisi se tu char karle
Ye duniya usi ki jo pyar kar le
Ye duniya usi ki jo pyar kar le

Apni ankhiyo se parda hata le
Maan ki bagiya me kaliya khila le

Apni ankhiyo se parda hata le
Maan ki bagiya me kaliya khila le

Suno suno ji kya kahati hai payal ki jhankar
Kya, nadardani, sundardani, dhin thana dhere na
Dhin thana dhere na, dhin thana dhere na
Dhin thana dhere na, tak jhumja, tak jhumja

Oo ho, apni ankhiyo se parda hata le
Maan ki bagiya me kaliya khila le
tuti fija ko bahar kar le

Ye duniya usi ki jo pyar kar le
Ye duniya usi ki jo pyar kar le

Prit se dil ka singhar kar le
Ye duniya usi ki jo pyar kar le
Ye duniya usi ki jo pyar kar le.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Duniya Usi Ki Jo

Yeh Duniya Usi Ki Jo is a song from Gharana 1961. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Gharana 1961 album song list for more songs and album details.