Yeh Dil Mein Lyrics, Singer & Song Details

Prem Yog 1994 album cover

Prem Yog 1994 Album Details

Rajeev Kumar
Bappi Lahiri
Sikander Bharti
Rishi Kapoor, Madhoo, Shammi Kapoor

album songs
Yeh Dil Mein
Singer : Kumar Sanu

Yeh Dil Mein Lyrics

Song Title = Yeh Dil Mein
Movie/album = Prem Yog (1994)
Singers = Kumar Sanu
Song Lyricists = Sikander Bharti
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Rajeev Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Yeh dil mein rehne wale
Dil se nahi nikalte
Yeh dil mein rehne wale
Dil se nahi nikalte
Badle hazaar mausam
Riste nahi badalte
Riste nahi badalte
Dil mein rehne wale
Dil se nahi nikalte

Raaho mein chalte chalte
Koi aisa mod aaye
Jo jaan se ho pyara
Wo pal mein chhod jaaye
Raaho mein chalte chalte
Koi aisa mod aaye
Jo jaan se ho pyara
Wo pal mein chhod jaaye
Dil hai to kyu na pighle
Patthar nahi pighlte
Dil hai to kyu na pighle
Patthar nahi pighlte
Badle hazaar mausam
Riste nahi badalte
Riste nahi badalte
Dil mein rehne wale
Dil se nahi nikalte

Taqdeer ka sitara
Bhale gardisho mein aaye
Risto ke aayine pe
Kabhi dhul jam na paye
Taqdeer ka sitara
Bhale gardisho mein aaye
Risto ke aayine pe
Kabhi dhul jam na paye
Insaan nahi hai wo jo
Geer kar nahi sambhalte
Insaan nahi hai wo jo
Geer kar nahi sambhalte
Badle hazaar mausam
Riste nahi badalte
Riste nahi badalte
Dil mein rehne wale
Dil se nahi nikalte
Badle hazaar mausam
Riste nahi badalte
Riste nahi badalte
Riste nahi badalte.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Dil Mein

Yeh Dil Mein is a song from Prem Yog 1994. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sikander Bharti. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Prem Yog 1994 album song list for more songs and album details.