Yeh Dil Kya Kare Lyrics, Singer & Song Details

Dil Kya Kare 1999 album cover

Dil Kya Kare 1999 Album Details

Prakash Jha
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Anand Bakshi
Ajay Devgn, Mahima Chaudhry, KajolProduced

album songs
Yeh Dil Kya Kare
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Yeh Dil Kya Kare Lyrics

Song Title = Yeh Dil Kya Kare
Movie/album = Dil Kya Kare (1999)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Jatin Pandit, Lalit Pandit
Director = Prakash Jha
Music Label = Sony BMG

Mp3 Song Lyrics

((Bhoola Fasana Koi
Guzra Zamaana Koi
Saathi Purana Koi
Ban Ke Bahana Koi
Agar Dil Mein Yun
Samaa Jaaye To
Yeh Dil Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare
Jaadu Sa Chaa Ne Lagaa
Pagal Bana Ne Lagaa
Kuch Yaad Aane Lagaa
Kuch Bhool Jaane Lagaa
Kya Na Kare, Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare…

Is Paar Reh Na Sakey
Us Paar Jaa Na Sakey
Khamosh Reh Na Sakey
Jo Chahein Keh Na Sakey
Yeh Pagal Samaa
Yeh Mausam Jawan
Yeh Dil Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare
Jaadu Sa Chaa Ne Lagaa
Pagal Bana Ne Lagaa
Kuch Yaad Aane Lagaa
Kuch Bhool Jaane Lagaa
Kya Na Kare, Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare
Yeh Dil Kya Kare…))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Dil Kya Kare

Yeh Dil Kya Kare is a song from Dil Kya Kare 1999. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Dil Kya Kare 1999 album song list for more songs and album details.