Yeh Daman Ab Na Chhutega Lyrics, Singer & Song Details

Baharon Ki Manzil 1968 album cover

Baharon Ki Manzil 1968 Album Details

Yakub Hasan Rizvi
Laxmikant, Pyarelal
Majrooh Sultanpuri
Meena Kumari, Dharmendra, Rehman

album songs
Yeh Daman Ab Na Chhutega
Singer : Lata Mangeshkar

Yeh Daman Ab Na Chhutega Lyrics

Song Title = Yeh Daman Ab Na Chhutega
Movie/album = Baharon Ki Manzil (1968)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Laxmikant. Pyarelal
Director = Yakub Hassan Rizvi
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Ye daman ab na chhutega kabhi
Chahe khafa tum ho
Ye daman ab na chhutega kabhi
Chahe khafa tum ho
Kaha jau ke meri zindagi ka
Aasra tum ho
Ye daman ab na chhutega

Usi ne dukh diya jisko
Pukara, meri aaho ne
Unhi se zkham paye
Jinko dekha in nigaho ne
Masiha mere ab in sare
Zkhamo ki dava tum ho
Kaha jau ke meri zindagi ka
Aasra tum ho
Ye daman ab na chhutega

Mai sar se pav tak
Apne hi ashqo me nahayi hu
Larjte kanpte dil se
Tumhare pas aayi hu
Chhupa lo apni baho me
Mere gam aasna tum ho
Kaha jau ke meri zindagi ka
Aasra tum ho
Ye daman ab na chhutega kabhi
Chahe khafa tum ho
Kaha jau ke meri zindagi ka
Aasra tum ho
Ye daman ab na chhutega...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Yeh Daman Ab Na Chhutega Video

About Yeh Daman Ab Na Chhutega

Yeh Daman Ab Na Chhutega is a song from Baharon Ki Manzil 1968. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Baharon Ki Manzil 1968 album song list for more songs and album details.